Woh shaadi hi kya teri dawat nahi jis mein ... aur woh aag hi kya teri soorat nahi jis mein
Govinda
Bina dekhe, bina soche samjhe maine tujhe pyar kiya ... aur tune mere armaanon par dokhe ka vaar kiya
Anupam Kher
Pyar karne waale jismon ke milan par nahi ... aatmaon ke milan par bharosa karte hai
Mithun Chakraborty
Prem ka matlab samarpan hota hai ... issi liye main aaj, issi waqt apne aap ko tumpar samarpit karta hoon
Chandrachur Singh
Pyar ko chupana bhi toh pyar hota hai
Zindagi mein khushi paane ke liye pyar ka hona zaroori hai
Unknown
Jalan ka bhi mohabbat mein ek khaas maqam hai
Sonu Walia
Shaadi ke baad ka pyar hi zyada gehra hota hai
Ashok Kumar
Tum ek aaisa buth ho ... jiske kadmo mein sipahi apni talwar, shahenshah apna taj aur insaan apna dil nikaal ke rakh de
Bobby Deol
Tere haathon ke kangan mein dil mera atka ... toot jayega zaalim agar degi isse jhatka
Shakti Kapoor
Kayi daffa mohabbat ko zinda rakhne ke liye, uske diye zakhmo ko kuredte rehna padta hai
Naseeruddin Shah
Power mein joh power hota hai, woh aur kisi cheez mein nahi ... lekin ab lagta hai power se zyada power, pyar mein hai
Harshvardhan Rane
Ishq karne ke liye surat dekhte hai meri jaan ... aur ishq ke totte karne ke liye koi bhi chalega
Mrunal Thakur
Aaj kal ka pyar confusing hai ... it's like a cheese chinese schezwan masala dosa
Aditya Roy Kapur
Mausam baimaan hai, nasha barsa raha hai ... tumse dil lagane ko jee chah raha hai
Na chahte huye bhi jab dil sharatein karne lage toh samajh lo ... kuch kuch hota hai
Triptii Dimri
Dil toot gaya saansein gayi tham ... meri zindagi kuch barbaad si hai ... dil toot gaya toh kya ... woh khush hai khushi is baat ki hai
Aparshakti Khurana
Honth tharthara rahe hai, kaanpe lagi nazar ... yeh jaadu hai, junoon ya, kisi ke ishq ka asar
Saif Ali Khan
Is duniya ke andar apne pyar ka gala ghontana bahut mushkil hai ... magar joh aadmi apun ko pyar karta hai ... uska dil todna bahut paap hai
Pyar ki raah mein na kadam rakhne se pehle socha jaata hai ... na kadam rakhne ke baad
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory