Aap haath uthayen ya haath phailayen ... main apna pyar aapki jholi mein nahi daal sakta
Hrithik Roshan
Don't todho my dil ... please aake tu mil ... I promise we will just chill
Shahid Kapoor
Kavitaon ke matlab nahi ... unke jazbaat samajhne chahiye
Unknown
Aaj itni derr ho gayi ... kabhi darwaze ko dekhte the kabhi waqt ko ... na tum aate the na waqt jata tha
Vyjayanthimala
Sab kuch khuda se mang liya tujhko mangkar ... uthte nahi hai haath mere is dua ke baad
Raj Kapoor
Kuch log pyar karke shaadi karte hai ... aur kuch log shaadi karke pyar karte hai
Anil Kapoor
Pehle pyar mein jalna padta hai ... because first love burns the brightest
Sheeshay ka samundar, pani ki deewarein ... maya hai, bharam hai mohabbat ki duniya ... is duniya mein joh bhi gaya, woh toh gaya
Irrfan Khan
Yeh woh lamhe hai jin mein maine tumhari saanson ko chua hai ... jin mein maine ek bahut haseen sa khwaab dekha hai ... yeh lamhe kabhi guzar nahi sakte
Arjun Rampal
Kabhi kabhi koi dhun sunne ke liye kisi saaz ki zaroorat nahi hoti ... phoolon ke khilne ke liye baarish ki zaroorat nahi hoti ... dil ki awaaz sunne ke liye lafzon ki zaroorat nahi hoti
Pyar umar nahi ... kamar dekhta hai
Sanjay Dutt
Aaine ke paas toh kuch bhi nahi ... meri aankhon mein teri tasveer hai
Naseeruddin Shah
Hum lakh chupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega ... lekin chup chupke milne se milne ka maza toh aayega
Dil ki har baat sher nahi hoti hai ... kuch lafzon ke zariye apne haal-e-dil bayaan karne ki koshish hoti hai
Apni halat bayaan karoon kaise ... yaad ka saanp dil ko dasta hai ... aahatein goonjti hai kaano mein ... meri aankhon mein koi basta hai ... main tumhe dhoondne kahan jaaon ... koi manzil na koi rasta hai ... meri baahein tumhari manzil hai ... dil musafir hai, pyar rasta hai ... waqt aankhon mein tham gaya jaise ... ek paal ek saal lagta hai ... mere khwaabon ki saans toot na jaaye ... aa bhi jaao ki aas toot na jaaye
Shahrukh Khan
Mulaqaton ko din aur hafton se kyun gina jaata hai ... saanson se kyun nahi ... agar saanson se gina jaaye toh lagega ... bahut lambi umar hai is kam umar rishtey ki
Ajay Devgan
Pyar kya hai yeh toh main nahi jaanta ... lekin itna zaroor jaanta hoon ki jab koi gair tumhe apne aap se zyada apna lagne lage ... toh ussi ko pyar kehte hai
Mimoh Chakraborty
Prem mein mazaa hi tab aata hai jab ladki gusse waali ho
Rajesh Khanna
Paise nahi toh kya hua ... pyar toh hai unlimited
Ayushmann Khurrana
Pyar kabhi kam na karna sanam ... har kami hum gawara kar lenge
Rishi Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory