Tum hamesha jeetne waale ghodhe par hi paisa lagate ho ... aur main jis ghodhe par paisa lagata hoon ... usse jeetna hi padta hai
Jackie Shroff
Bhavnao ki chot jab dil par lagti hai ... toh nafrat ki jwala badakh uthti hai
Rakhee Gulzar
Meri vardi pe medal bahut lage hai ... par daag sirf ek
Randeep Hooda
Do type ke leader hote hai ... ek woh joh sarkar girakar khush hote hai ... doosre woh joh sarkar banakar khush hote hai
Unknown
Garam se garam kaam karte waqt, dil aur dimag ko thanda rakha karo
Akhilendra Mishra
Kaaton ko murjhane ka khauf nahin hota
Madhubala
Kabhi pay check milte waqt ... tumhare aankhon mein aasun aye hai?
Katrina Kaif
Ajnabiyon ki baat sun leni chahiye ... kabhi kabhi ajnabi apno se zyada jaante hain
Shahrukh Khan
Pyar amrit hota hai agar safal hua toh ... nahi toh wohi pyar zehar ban jaata hai
Yahan insaaf nahi hone waala ... yahan sirf jhoot kaha jayega, jhoot suna jayega aur jhoot likha jayega
Bobby Deol
Khuda itni zehmat kar ... ke bandhe thodi rehmat kar
Imran Khan
Itna bada jhoot mat bol ... ki jhoot bhi sharminda ho jaye
Madhuri Dixit
Duniya ke samne haath nahi jodhte ... warna kaam nikal jaane ke baad duniya waale haath todh dete hai
Amitabh Bachchan
Kaash hum zindagi ko bhi forward karke dekh sakte
Sacha dost toh woh hota hai ... joh dost ki galati ko apni galati samajhkar maaf karde
Sirf khoon ke rishton ka maan rakha jaata hai ... mann ke rishton ka nahi
Amrita Rao
Jaane se pehle, ek aakhri baar milna kyun zaroori hota hai?
Rishi Kapoor
Khuredne se zakhm bharte nahi hai ... hare ho jaate hai
Virendra Saxena
Badhon ke mooh se nikli hui gaaliyan ... choton ko dua bankar lagti hai ... joh badhon ki daant kha leta hai ... woh zindagi ki thokarein nahi khata
Sridevi
Yeh khuda ke roop mein insaan hai ... yah insaan ke roop mein khuda
Rani Mukherjee
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory