Chutti manane nikla tha ... tumne meri chutti kar di
Shahrukh Khan
Kehte hai shaadi mein agar pyar banaye rakhna hai toh do cheezein bahut zaroori hoti hai ... pati ki haar aur heeron ka haar
Rajeev Khandelwal
Yahi toh baat mujhe aapki bahut achchi lagti hai ... ki aapko kuch samajh mein hi nahi aata
Salman Khan
Kerala ke karele se Bareilly ki barfi banta ja raha hai tu
Paresh Rawal
India mein artist ki kadar nahi hai ... aur India ke baahar, Indian artists ki
Irrfan Khan
Mobile uska, sim apun ka ... tu beech mein missed call dene waala kaun ... behen uski, byah apun ka ... tu beech mein taang adhane waala kaun
John Abraham
Saala, rakh diya toh bhi baat karta hai
Jawani mein aksar break fail ho jaya karti hai
Amrish Puri
Kiss ho nahin paati yaar ... kyun ki naak beech me aa jaati hai
Aamir Khan
Main ladkiyon ke peeche nahi bhaagta ... ladkiya mere peeche bhaagti hai
Na shehar dekho na biyabaan dekho ... khuda ka eklauta naam-o-nishaan dekho ... bas aankh uthao aur Rehan dekho
Seedhe toh aaj kal sadhu nahi chalte ... main toh phir shaitan hoon
Akshay Kumar
Yahan sab gadbad hai ustad ... naram garam hai aur garam naram hai
Kunal Khemu
Kaise sign karon yaar ... meri pen toh tu le gayi
Yeh car nahi, bekaar hai ... dhikaar hai
Main pehda hi hot hui thi!
Alia Bhatt
Main aisa vaar karoonga ki Shakuni mama bhi sharminda ho jaye
Pramod Moutho
Naam sunte hi pichwaade mein bhukamp aa gaya na?
Yeh toh laal mirch hai teekhi teekhi ... haath lagao toh haath jale ... mooh lagao toh mooh jale ... dil lagao toh dil jale
Nana Patekar
You come come memsaab!
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory