Oye mere dry fruiton, oye mere kaju, oye mere badam ... oye jhappi de de yaar, oye pappi de de yaar
Satish Kaushik
Nasha sharaab mein nahi hota bewakoof ... varna paimaane nachte
Sudhir
Badle badle mere sarkar nazar aate hai ... aur mujhko barbaadi ke aasaar nazar aate hai
Shatrughan Sinha
Joh alag dikhta hai ... wahi aaj kal bikta hai
Snehal Dabi
Aadmi chahe jitna bhi teda ho ... arthi sabki seedhi hi nikalti hai
Danny Denzongpa
Duniya mein hajaam aur doctor hi aaise hote hai ... jinke haathon mein ustra hone ke bawajood bhi ... haskar log unke samne gardan jhuka dete hai
Aap log kaun hai, kyun hai, kahan se aaye hai, kyun aaye hai, kisse milna hai, kyun milna hai ... agar is waqt nahi aate toh kya bighad jaata?
Unknown
Karele jaisi soorat aur jalebi ke sapne
Moushumi Chatterjee
Aaj ke baad aapka koi bhi aadmi yahan nazar nahi aana chahiye ... varna aaisi dhulai karoonga ki saath pushton tak aapki aulad ganji pehda hongi
Amitabh Bachchan
Valet parking toh suna tha dude ... lekin yeh toh valley parking ho gaya
Tusshar Kapoor
Udhaar lene waale ko ek saal bhi ek din ke barabar lagta hai ... lekin udhaar dene waale ko ek din bhi saal bhar ke barabar lagta hai
Mushtaq Khan
Tijori saaf, kaha suna maaf
Javed Jaffrey
Insaano ka kabhi bharosa nahi karna chahiye
Brijendra Kala
Abhi toh tamasha hoga ... bahut bada tamasha hoga
Gulshan Grover
Main isse hypnotize karega aur tujhe surprise karega
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory