Abhe tu chal ... bavasir ka phoda!
Vinay Pathak
Galat baat ko kis tarah lena chahiye ... yeh hamare khandan ke bachchon ko doodh mein pilaya jaata hai
Akshaye Khanna
Meri apni khud ki ek personal biwi hai
Satish Kaushik
Upar waale pe sabko full on bharosa hai ... har ek ke dil mein umeed ka samosa hai
Unknown
Tumhare potty se gulaab baraste hai kya?
Bhagwan ne tumhe overtime karke banaya hai
Zindagi mein cool hone ke liye ... namakool hona chahiye re
Suresh Menon
Choti choti jagahon par choti choti baatein ... kaafi important hoti hai
Dino Morea
Aachar ki botal mein kabhi murabba nahi rakhna chahiye
Sudhir Pandey
Yeh crorepati hai, yeh arabpati hai ... magar aaise rehte hai jaise chai ki patti hai
Kader Khan
Mazaak ko chewing gum ke maafik kheechne ka nahi
Neeraj Vora
Jab tak machli khud ba khud kaante ki nazdeek na aaye ... kaanta machli toh kya, ek machchar bhi nahi maar sakta
Tera bachcha jug jug jiye ... bada hoke tera khoon piye
Joh aadmi pehda hoke susu nahi sue karta hai ... bada hoke kitna bada suvar banega
Javed Jaffrey
Jahan kaam aaye sui ... wahan talwar se kaam lete ho?
Kabhi Santoshi maa ka vrat, toh kabhi Ambe maa ka, kabhi Durga maa ka, toh kabhi padosi ki maa ka ... kabhi solha somwar, toh kabhi Ganesh ka mangalwar
Aftab Shivdasani
Ladki aur kadki ... Meet ka baal bhi baanka nahi kar sakti
Vivek Oberoi
Tension nahi lena chahiye ... apne husbands ko tension dena chahiye
Rati Agnihotri
Pati ghoda hota hai, us par lagaam lagana chahiye ... varna woh haath se nikal jaata hai
Jab mile badiya toh kaun dekhega budiya
Om Puri
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory