Andha bhi maut ke ehsaas se ghabrata hai ... tu toh aankhon ke hote hue khud hi maut ke mooh mein chala aaya
Unknown
Ab tak tera muqabla buzdilon se hua hai ... jab samna is mard se hoga na ... toh teri yeh sher banne ki galatphami door ho jayegi
Sunil Shetty
Itna maroonga tujhe itna maroonga ki meri behen toh kya ... tu apni hone waali biwi ko bhi behen kahega
Tej Sapru
Mere bahadur saathiyon ... nikal aao bahar aur laashon se bhar do is shehar ko ... jala do, raakh kardo, ek bhi zinda na rahe
Goli ke bagair pistol bekaar hai ... aur akal ke bagair dono bekaar hai
Rajesh Khanna
Jisne tumhari maang ka sindoor mittaya hai ... tumhari kasam main usse is duniya se mitta doonga
Dharmendra
Jinka maal pakda jaata hai ... unki maut unki zindagi ko pakad leti hai
Govinda
Tumhari building ko police ne charon taraf se gher rakha hai ... aur agar main do minute ke andar andar yahan se bahar nahi gaya ... toh tumhari aur is building ki dhajjiyan udaa di jayengi
Main tujhe aaisi maut maroonga ... joh maut kisi dushman ne kisi dushman ko bhi na di hogi
Vinod Khanna
Main us haramzade ko aaisi bhayanak maut doonga ... ki kaali duniya ka har mujrim gaddari ke naam se kaanp uthega
Shakti Kapoor
Krishna Prasad maut ki diary mein ek baar jiska naam likh deta hai ... usse yamraj bhi nahi mitta sakta
Raaj Kumar
Ek bhi goli chali ... toh jaan kisi ki bhi jaye ... maare tum log jaoge
Hum jis mission par hai ... us mein goliyon ka hisaab nahi diya jaata
Abhishek Bachchan
Ek doonga rakhke mooh pe ... soo jayega Juhu pe
Main tere napaak khoon se haath nahi rangoonga
Itni laashen bicha doonga ... ki log Jallianwala Bagh ko bhool jayenge
Danny Denzongpa
Hamare line mein reham nahi hai
Mukesh Tiwari
Jab tak koi awaaz nahi hogi ... tab tak tum zinda rahoge
Amitabh Bachchan
Zindagi mein tune jitne paap kiye hai ... aaj main tujhe utne hi zakhm dunga
Jaan bachane ke liye jaan deni bhi padti hai ... kabhi kabhi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory