Is waqt tum jis glass ke andar khade ho ... woh bulletproof zaroor hai, lekin patthar proof nahi
Mithun Chakraborty
Tum usse bachane ke liye kheloge aur main uska the end karne ke liye
Imran Khan
Isse toh aaise zakhm do joh kabhi na bhare ... aur yeh zindagi bhar apni hi laash ko apne kandhon par uthaye tadpata rahe
Amrish Puri
Tumhari building ko police ne charon taraf se gher rakha hai ... aur agar main do minute ke andar andar yahan se bahar nahi gaya ... toh tumhari aur is building ki dhajjiyan udaa di jayengi
Dharmendra
Main tujhe aaisi maut maroonga ... joh maut kisi dushman ne kisi dushman ko bhi na di hogi
Vinod Khanna
Aaj main apni hukumat ki adaalat ka gawah bankar, vakil bankar, judge bankar ... tum jaise khoon ka sauda karne waale saudagar ko sazaa deta hoon ... sazaaye maut
Main us haramzade ko aaisi bhayanak maut doonga ... ki kaali duniya ka har mujrim gaddari ke naam se kaanp uthega
Shakti Kapoor
Krishna Prasad maut ki diary mein ek baar jiska naam likh deta hai ... usse yamraj bhi nahi mitta sakta
Raaj Kumar
Hamare line mein reham nahi hai
Mukesh Tiwari
Aap hukum kijiye ... main uski gardan kaat kar aapki godh mein rakh doonga
Amitabh Bachchan
Tera itna chota chota tukda banayega ki ... agle janam mein na tu powder banke janam lega
Tiku Talsania
Yaad rakh, tere paas hamare khilaf proof hai ... magar tera ghar bulletproof nahi hai
Tumhari gardan ke naap ka phanda tayyar kar liya hai maine
Sadashiv Amrapurkar
Uska aur mera toh khoon ka rishta hai ... khoon uska, chaku mera
Kiran Kumar
Aaj tune aag mein haath daala hai
Amjad Khan
Kaale brahman pe haath uthake ... tune shani ki mahadasha ko bulaya hai
Gulshan Grover
Talwar utha le aur apne adhikar ko cheen ke nahin ... kaat ke le
Unknown
Agar maa ka doodh piya hai to saamne aa
Hero woh hota hai joh apne liye nahi ... apno ke liye ladta hai
Tiger Shroff
Yeh dhai kilo ka nahi, poore panch kilo ka haath hai ... pad gaya na toh mooh chibda ho jayega ... haddiyan kirtan karengi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory