Yeh baatein bekaar ki nahin ... intezaar ki hain, ikraar ki hain, methe methe pyar ki hain
Govinda
Bhagwan ne aapko daulat toh zaroorat se zyada di hai ... magar dil dene mein thodi si kanjhoosi kar gaya
Tumhe insaanon se nahin ... paison se pyar hai
Sone chandi ke bartano mein khana khane waala amir nahi hota hai ... aircondition caron mein ghoomne waala amir nahi hota hai ... aaise sangemarmar ke bunglay mein rehne waala amir nahi hota hai ... besaharon ko sahara dena waala amir hota hai ... rote hue ko hasane waala amir hota hai ... marne waala nahin, bachane waala amir hota hai
Insaan apne vyavhaar, apne charitra, apni zubaan aur apne dil se amir hota hai
Daulat aapke is ghar ke nizaam ko zaroor badal sakti hai ... lekin vidhi ke vidhan ko nahi badal sakti
Shatrughan Sinha
Yeh unnees reel ki film hai ... aage aage dekho hota hai kya
Inki zindagi ke lifaafe par ... upar jaane ka tickut toh lagai dena
Kader Khan
Raat toh gayi, magar baat nahin gayi
Bhaag kar kahan jaaogi? ... darwaza dono taraf se bandh hai
Gulshan Grover
Tere gande shareer se ... teri paapi aatma ko mukt kar doonga
Insaan ko insaan ka hi kaam karna chahiye ... bhagwan ka nahi
Kaale brahman pe haath uthake ... tune shani ki mahadasha ko bulaya hai
Aaj ke baad main tujhe kahin bhi, kabhi bhi, kissi bhi waqt maar daloonga
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory