Udhne se pehle ... udha diye jaoge
Vivek Oberoi
Aaisi maut marenge ... ki ek baar maut ko bhi paseena aa jayega
Amitabh Bachchan
Agar mujh mein zara si bhi saansein bach gayi na ... toh pataal mein bhi dauda dauda ke maarunga tum logon ko
Unknown
Aye kidhar pe bhi de ... par sar pe nahi
Pichwaade mein itni goliyan maaroonga ... ki bachche bhi pital ke pehda honge
Ronit Roy
Main tujhe aaisi maut maroonga ... ki marne ke baad tera bejaan jism mere naam se kaanpega
Shakti Kapoor
Jab tak tum jaise log is desh mein zinda hai ... tab tak sach bolne waalon ka dum ghutta rahega, hinsa ka gala dabta rahega ... lekin mere jeete jee main yeh nahi hone doonga ... main tum logon ke haath kaat daalonga aur gala ghoot doonga
Rajinikanth
Joh Bhaiji ka parda phaash karta hai ... Bhaiji uske pet ka parda phaad dalta hai
Danny Denzongpa
Meri maar dawai ki tarah hai ... jab bhi tu aaisi koi harkat karega ... tujhe dose zaroor milega
Himesh Reshammiya
Aadmi ko hamesha ladna chahiye ... lekin jiska time achcha ho usse ladna nahi chahiye
Nirmal Pandey
Jiski maut jis ghadi likhi hoti hai ... ussi ghadi aati hai
Sunil Dutt
Shankar jab gale se gaa sakta hai ... kahin khopdi ghumi na ... toh dushmanon ko jalakar khaak bhi kar sakta hai
Mithun Chakraborty
Main tumhare jism ko vardi ki jagah zakhmon ka libaaz pehna doonga ... aur phir tum dard se itna tadpoge ke uske baad maut ko bhi chakhoge toh yahi kahoge ke ... maaza nahi aaya
Govinda
Ghar se niklo toh jeb mein pata rakhke niklo ... haath se chehre ki pehchaan mitta dete hai
Kiran Kumar
Main tumhe itni maar maroonga ... shareer mein itne zakhm doonga ... ki dard bhi pareshaan ho jayega ki uthe toh kahan se uthe
Meri tension ka ilaaj toh sirf tumhari khamoshi hai
Ajay Devgan
Aapne yeh toh suna hoga ki ghee tedhi ungli se nikalta hai ... magar shayad yeh nahi suna ki sach bandh mukke se nikalta hai
Salman Khan
Main unko yunhi nahi maar daloonga ... bahut khel khelke maaronga ... jaise billi chuhon ko maarti hai
Kulbhushan Kharbanda
Nishana lagane ka maaza tab aata hai ... jab shikaar daud raha ho ... khade hue insaan ko maarna aaise hai ... jaise mele mein gubaare phodna
Sanjay Dutt
Kal tak mere paas tumhe na chune ke orders they ... aaj tumhari maarne ke tarike hai
Ram Charan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory