Bhai bahut badiyan, bahut badiyan, bahut badiyan!
Amitabh Bachchan
Paapi ko mat maaro ... paapi ke dil ke andhar joh shaitaan behta hua hai, usse maaro
I can talk english, I can walk english, I can laugh english ... because english is a very funny language
Yeh prem rog hai ... shuru mein dukh deta hai ... bad mein bahut dukh deta hai
Shashi Kapoor
Kamre tak chhodne waale kabhi kabhi kamre ke andhar tak aa jaate hai
Parveen Babi
Is duniya mein rehna hai ... toh judaai ki aadat dalni hi padti hai
Om Prakash
Kabhi kabhi khushi ke khatir gham ko gale lagana padhta hai
Unknown
Is umar mein toh mann mein masti hoti hai, dil mein ek tarang hoti hai aur seene mein armaan hote hai ... tujhe kuch nahi hota?
Naari ka doosra naam seva hi toh hai
Smita Patil
Joh darwaaze pehle se hi khule hoon ... woh khat-khataye nahi jaate
Lagta hai tumhara napaak khoon mere hi haathon hona likha hai
Palne waala pehda karne waala se kahin uncha hota hai ... maa toh sirf janam deti hai na ... lekin zindagi deti hai palne waali
Is duniya mein insaan do baar janam leta hai ... ek baar maa ki kok se pehda hokar ghar aata hai ... aur doosri baar ghar se nikalkar duniya mein jaata hai
Ab tak tune meri namak halaali dekhi hai ... ab meri namak haraami dekhna
Joh talwar se nahi marte ... woh pyar se marr jaate hai
Satyendra Kapoor
Aaisi choti aur ghatiya baat karke aap hamare samne chote aur ghatiya nazar aane lage hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory