Main yahan aaya hoon choron ki safai karne ... gundon ki dhulai karne ... aur kanoon ko todhne waalo ki thukai karne
Sanjay Dutt
Main khodta nahin, sirf dafan karta hoon
Dharmendra
Tere khaki ki kasam ... khaak mein mila doonga tereko
Prakash Raj
Kamina mere haath aa jaata na ... keema bana deti uska
Parineeti Chopra
Aali re aali ... maajhi baari aali
Udh udh ke maarne mein main Superman hoon ... latak latak ke maarne mein main Spiderman hoon ... dhoond dhoond ke maarne mein main Batman hoon ... aur main tumhari haddi pasli choor choor karne waala doberman hoon
Unknown
Daayan haath jeb mein rakh lo seth ... varna zindagi bhar aapko baayen haath se khana, khana padega
Salman Khan
Main wapas zaroor aaonga ... aur uss din aakhri baar teri photo chapegi ... zinda nahi murda
Arjun kabhi marte nahin ... Arjun ladte hain!
Amrish Puri
Meri kundli mein khoon likha hai ... maloom hai na?
Akshay Kumar
Upar waale ne insaan ke shareer mein nau chhed kiye hai ... do kaan ke, do naak ke, do aankh ke, ek mooh ka ... baki ke do tu jaanta hai ... sapne mein bhi galat socha na, dusva chhed kar doonga
Nana Patekar
Hum tumhe aaise jalayenge ... ke tere chahne waalo ko Ganga mein bahane ke liye teri raakh bhi naseeb nahi hogi
Danny Denzongpa
Aaj ka tumhara humhara yeh case, kisi panchayat mein nahi jayega ... yahin behas hogi, yahin par faisla hoga aur sazaa bhi yahin par di jayegi
Amitabh Bachchan
Rana ki maut itni choti nahi ... joh tumhari mutthi mein ho
Raaj Kumar
Na courat, na kacheri, na appeal, na date ... direct sazaa
Vivek Oberoi
Kutta jab pagal ho jaata hai toh usse goli maar dete hai
Ajit Khan
Agar maine chey goliyan chalai hai toh teri kismat ... aur agar maine paanch goliyan chalai hai toh meri kismat
Shahrukh Khan
Joh kanoon todega, main uski haddiyan todonga
Ajay Devgan
Isse apni jeb mein rakh le Peter ... ab yeh taala main teri jeb se chabi nikaalkar hi kholoonga
Khamoshi khatre ki nishani hoti hai
Esha Gupta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory