Chehra wahi chupate hai ... jinhe apni asliyat se sharam aati hai
Log jahan par soochna band kar dete hai ... main wahan se soochna shuru karta hoon
Fasla kitna bhi lamba ho ... shuruvat ek kadam se hoti hai
Ladki ka model ho ya gadi ka ... waqt ke saath saath dono purani ho jaati hai
Dil gaya toh gaya hosh bhi udh gaye, ek naya inquilaab aane ko hai ... apni kafir nighaon ko roko zara, mera imaan dagmagane ko hai
Purani yaadon ke nishan dil ki deewar se aasani se nahi mitte
Aurat ki mitti mein pani kam ... jalan zyada hoti hai
Shahenshah hokar bhi tu shahenshah nahi ... insaan hokar bhi tu insaan nahi
Joh apne upar yakeen nahi karte ... log unpar yakeen nahi karte
Race mein daudte waqt khiladi ke paon jitni tezzi se uthte aur girte hai ... utni hi tezzi se naachte waqt kisi tawaif ke paon uthte aur girte hai ... speed barabar hoti hai, par khiladi apni race jeet leta hai ... aur tawaif naachte naachte ek hi jagah par apna dum todh deti hai
Ishq ke saamne zamane waale haarte aaye hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory