Meri zubaan se, mere haath zyada achcha bolte hai
Khudai bhi jhukti hai mere yaar ke samne ... koi tik nahi sakta mere pyar ke samne
Shayad tum nahi jaante ... yeh dharti sher bhi pehda karti hai
Mohabbat aur pagalpan ka bahut purana rishta hai
Jawani ke din ... kamaal ke hote hai
Anna tum logo ko ganne ki tarah chil chil ke chota kar daalega ... samjha na?
Pyar dhan, daulat, khandan nahi ... sirf dil dekhta hai
Main bahar dhamki dekar aaya hoon ki joh aadmi pehle andar aayega ... main uski taange todh doonga
Taqdeer woh chinaal hai ... joh mere saath nahi soti
Mohabbat karne waale ... kabhi mohabbat ke dushman nahi hote
Tumne mujhe zindagi ke woh haseen khwab kyun dikhaye ... jiske tootne par mere andhar ka insaan hi toot gaya
Main hoon aag ka dariya na ulfat ka geet ... yugon se nibhaye joh Raghukul ke reet ... mitta doonga is jag se zulm ka andhera ... main roshni ka aashiq mera naam Raghuveer
Insaan itna ghatiya janwar hai ... ki waqt padhne par khuda ki zaat se bhi inkaar karde
Mujrim maa ke pet se janam nahin leta ... usse janam deta hai tumhara kanoon, tumhari police
Waqt hi vaishi banata hai ... waqt hi insaan
Contract kagaz ka hota hai yah phir dil ka ... par contract, contract hota hai
Ek hi toh mulk hai ... jahan Hindustan se gaye huye har aatankvadi ko kaha jaata hai ... khushamdeed, khushamdeed
Achche dost toh khushiyan baant kar aur bhi khush hote hai
Mere gunaah mat gina ... sazaa de, chala goli
Hamare dhande mein maafi nahi chalti ... sirf luck chalti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory