Shaadi ke bagair mohabbat gunaah hai
Sunil Shetty
Janwaro pe bharosa kiya ja sakta hai ... insaano par nahi
Jackie Shroff
Mohabbat karne waale ... kabhi mohabbat ke dushman nahi hote
Tumne mujhe zindagi ke woh haseen khwab kyun dikhaye ... jiske tootne par mere andhar ka insaan hi toot gaya
School kabhi gaya nahi ... par zindagi har roz ek naya sabak sikhati hai
Abhishek Bachchan
Insaan itna ghatiya janwar hai ... ki waqt padhne par khuda ki zaat se bhi inkaar karde
Haddiyan toh kabhi na kabhi judh hi jayengi ... magar mere andhar joh kuch bhi toota hai na ... woh kabhi nahi judhega
Insaan duniya ka sabse ghatiya janwar hai
Anupam Kher
Aadmi jab bahut khush hota hai ... roh deta hai
Fauji ka ek haath pada na ... toh che foot ka aadmi dedh foot ka hokar reh jaata hai
Zindagi bas ek safar hai ... sacha ghar toh sabka ek hi hai ... upar waale ka
Main awaara aur badmaash bardaasht kar sakta hoon ... lekin gaddar kabhi nahi
Dosti ki tarah dushmani bhi ek tarfa nahi hoti ... dono taraf se hoti hai
Gham aur thakaan ka mel ... jaanlewa hota hai
Gehre pani mein utarne ke baad ... doobne se ghabrana bekaar hai
Sudesh Berry
Tere huzoor se sab sharmsar hokar chale ... shikar karne ko aaye the, shikaar hokar chale
Unknown
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory