Ek ladki ka maika hota hai, sasural hota hai ... par ghar kahan hota hai?
Aditi Rao Hydari
Bambai mein bus ki aur chokariya ki intezar nahi karni chahiye ... pati nahi kab aa jaye ... aaye aaye nahi aaye
Arun Bakshi
Bahut kam baha khoon zameeno ki khatir ... katte sar hazaron haseeno ki khatir
Raaj Kumar
Betiyan baap ki pagdi mein lipti hoti hai ... pagdi utar jaye toh woh nangi ho jaati hai
Rekha
Agar kisi stree ko apne purush ka mann jeetna ho toh uske liye do hi raste hai ... ek khane ka aur doosra sone ka
Arre vaah Ramji chori kya banai ... kahin rasgulla aur kahin malai
Raju Srivastav
Shaadi aurat ko majboot bana deti hai aur mard ko kamzor
Sanjeev Kumar
Jis tarah ladki ka thopda bighad jaane se usse dulha nahi milta na ... ussi tarah gadi ka thopda bighad jaane se usse savari nahi milti
Amitabh Bachchan
Aurat ganne ka ras nikalne waali machine ki tarah hai ... joh mard ko khokla bana deti hai
Om Prakash
Stree ka bhagya muskurata hai toh tum jaisa pati milta hai
Asha Parekh
Jaag Bharatiya naari jaag ... buri bahu bankar ghar mein laga de aag
Salman Khan
Smell the needs of a woman ... vaas lene ka
Gulshan Devaiah
Auratein apne pati ko apna bhagwan maanti hai ... aur main woh khushnaseeb hoon joh apne bhagwan ko apna pati banane ja rahi hoon
Bipasha Basu
Yeh hoti hai asli ladki ... chutki mein Bipasha, chutki mein Madhubala
Ali Zafar
Duniya ka har bachcha aur lafda ... aurat hi paida karti hai
Unknown
Yaar yeh ladki hai ya tezaab banane ka formula?
Tum chokri log ka yahi toh musibat hai ... haar shringaar mein aadhi zindagi apni aur intezar mein aadhi zindagi doosre ka barbaad kar deta hai
Raj Kapoor
Aurat aur zevar dono ka sangam is duniya ki sabse badi sundarta hai
Sanjay Dutt
Aayenda jab bhi koi mard kisi aurat ki izzat par haath dale ... toh woh yaad rakhe ki woh apni mardani nahi dikha raha, balki atmahatya kar raha hai ... kyun ki aaj ke baad zindagi mein jab kabhi, jahan kahin woh ladki us mard ko dekhegi ... toh usse yeh haq hoga ki woh us kamine ko jaan se maar dale
Madhuri Dixit
Nar ka naari se, phool ka phulwari se aur mandir ka pujari se hamesha ek hi naata rehta hai ... aur uska naam hai dharam
Shammi Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory