Tum ladkiyon ka yeh bada problem hai ... ghar, career, pati, bachche, kitchen sab kuch sambhal sakti ho ... bas heartbreak ko manage nahi kar pati
Akshaye Khanna
Auratein apne pati ko apna bhagwan maanti hai ... aur main woh khushnaseeb hoon joh apne bhagwan ko apna pati banane ja rahi hoon
Bipasha Basu
Tum duniya ki pehli aaisi khoobsurat aurat hogi ... joh apne aapko itna badsurat sabit karne pe tuli hui hai
Deepak Tijori
Ek Hindustani naari ki liye uska pati hi uska bhagwan hota hai
Unknown
Kehte hai gusse mein ladki ki khubsoorati aur badh jaati hai
Aamir Khan
Mard ki zillat aurat ke balatkaar se zyada sharamnak hoti hai
Sunil Shetty
Aurat ke aasooyon se talwar mein zang lag jata hai
Amrish Puri
Maine bhi us dharti par janam liya hai ... jahan auratein apni izzat ki rakhsha ke liye sati ho jaati hai
Asha Parekh
Woh ladki, ladki kya ... joh bade se bade aadmi ki neeyat ko dolne pe majboor na kar de
Maa, behen, biwi, devi ... ek aurat ka astitva sirf inhi naamo se kyun hota hai ... doctor, judge, lawyer, chief minister, prime minister kyun nahi ... ek aurat agar ghar ki rasoi chala sakti hai ... toh desh bhi chala sakti hai
Akeli ladki na doodh ke patele ki tarah hoti hai ... mauka dekhkar koi na koi billa mooh maarne ki koshish zaroor karega
Ishq ek aisi zameen hai jispe agar aurat chali ... toh samjho giri ... kyun ki jis dev ke bharose woh chalti hai ... uske andar aksar ek daas chupa hota hai
Aditi Rao Hydari
A drunk guy is a liability and a drunk girlfriend is an asset
Bharatiya naari ke jeevan mein talaak ya divorce nahi hota ... usse toh apne pati se sirf maut hi alag kar sakti hai ... divorce nahi
Aurat woh haseen paheli hai jisse samajhne ke liye insaan baar baar galati karta hai ... magar phir bhi samajh nahi paata
Rajesh Khanna
Betiyan baap ki pagdi mein lipti hoti hai ... pagdi utar jaye toh woh nangi ho jaati hai
Rekha
Agar ladki haan bole na toh chhodna nahi ... aur agar na bole toh chhedna nahi
Aditya Pancholi
Duniya mein har aurat ek bikau maal hai ... woh chahe toh ghar mein bikke, chahe bazar mein ... kabhi woh paise ke liye bikti hai, kabhi ghar grahasti ke liye ... kahin woh khud bikti hai apni marzi se, kahin woh bech dali jaati hai
Poonam Dhillon
Ladki ke liye jail jaana ek aaisa daag hai ... joh maut bhi usse nahi mitta sakti
Stree ka bhagya muskurata hai toh tum jaisa pati milta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory