Mohabbat aur sangeet ka bahut gehra rishta hai ... kyun ki dono ka janam dil se hota hai ... aur dono ki kismat bhi dil ke kehne par nirbhar hai
Shahrukh Khan
Mohabbat hai is liye jaane diya ... zidd hoti toh baahon mein hoti
Irrfan Khan
Pyar ka matlab sirf pyar ka izhaar karna nahi hota ... pyar bina kuch kahe bhi, pyar hi hai ... pyar qurbani bhi hai ... pyar ek doosre ke liye chup rehna bhi hai ... pyar ka matlab sirf pyar ko pana nahi hai ... pyar kisi aur ki khushi ke liye, apni khushi mitana bhi hai
Hrithik Roshan
Agar andha hota, toh duniya ki sabse haseen cheez dekh nahi pata ... aap
Aamir Khan
Mil jaye tumhe tumhari mohabbat, toh maan lo khuda tumpar meherban ho gaya ... aur agar na mile, toh jaan lo ke khuda tumse ek jaan ho gaya
Rani Mukherjee
Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai ... magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai ... woh insaan nahi badalta
Dilip Kumar
Saath mein picture dekhi, samose khaye, haath pakda ... uske baad kiss ka hi number aata hai na?
Emraan Hashmi
Maine kabhi tumhare jism se nahin ... tumhari aatma se pyar kiya
Govinda
Deewano ki baatein sirf deewane samajhte hai
Aftab Shivdasani
Humse woh jhoot bolkar sharma rahe hai kyun ... thodi bahut jhoot ki aadat sabhi ko hai
Akshay Kumar
Pyar ka pehla kadam dosti hai, aur aakhri bhi ... bus beech ke kadam reh gaye hain
Saif Ali Khan
Tera haath se haath chodna ... tera saayon ka rukh modna ... tera palat ke phir na dekhna ... nahin maaf karoonga main ... jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
Kitni aasani se ginvah diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi ... lekin yeh nahi socha ki un palon mein beetta toh main hi tha ... diya tum jalati thi ... par jalta toh main hi tha
Height, weight, colour se pyar nahi hota hai ... pyar dil se hota hai
Shahid Kapoor
Mohabbat ko samajhna hai agar toh dariya mein kuda kar ... kyun ki kinare pe ukhudu bahetne se andaaz-e-toofan nahi hota
Revolver se zyada khatarnak cheez agar koi hai ... toh woh hai tumhari aankhen
Rajinikanth
Jeeonga toh tere saath ... maroonga toh tere haath
Ranveer Singh
Milan ke bina love story poori nahi hoti ... par joh poori nahi hoti, kya woh love story nahi hoti?
Juhi Chawla
Phir se poochoge ... toh main haan keh doongi
Unknown
Tere jhoothe kasme vaadon se ... tere jalte sulagte khwabon se ... teri beraham duaon se ... nafrat karoonga main ... jab tak hai jaan, jab tak hai jaan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory