Apne banaane se bante hai
Unknown
Fight bullets with ballots!
Vijayashanti
Jab badi machli ko phaasna hai toh pehle choti machli ko phaanso ... badi machli khud-ba-khud chali aayegi
Vinay Pathak
Agar kisi ka haath thaamkar saath chalo toh raaste aur bhi aasaan ho jaate hai ... manzilen aur bhi kareeb aa jaati hai
Haath pair mein dum nahi ... lekin hum kisi se kam nahi
Tusshar Kapoor
Is duniya mein sabse sachchi daulat hai duayon ki daulat
Darshan Jariwala
Zindagi badi cheezon se nahi ... balki chote chote lamhon ko sametkar banti hai
Kunal Khemu
Burai chahe kitni bhi taqatwar kyun na ho ... uska anth ek na ek din toh nishchit hai
Zindagi ke joh chaurahe hote hai na woh rukne ke liye hote hai, sochne samajhne ke liye hote hai ... lekin yeh dil joh hai na yeh sochta nahi hai, yeh sirf dhadakta hai ... it's the head that thinks
Amitabh Bachchan
Jis tarah aag lakdi ko jalakar raakh kar deti hai ... ussi tarah gussa insaan ki akal ko nighal jaata hai
Shakti Kapoor
Khoj ek nasha hai, ek ishq hai ... jis mein khoj karne waala khoya rehta hai
Madan Puri
Izzat dene se izzat badhti hai
Joh apne hi pyar se mooh mod le ... us kayar ka saath na insaan deta hai, na hi bhagwan deta hai
Dina Pathak
Agar dil se hasna chahte ho ... toh sankoch ki har seemao ko todh do
Manzil tak pahunchne ke liye hosh nahi ... josh ki zaroorat hoti hai
Jitna baatega, utna badega beta
Happy hone ke liye famous hone ki kya zaroorat hai?
Dino Morea
Agar khush nahi rahoge toh phir khushi milegi kaise
Yusuf Hussain
Khoon bahane se nafrat badti hai ... faisla nahi hota
Burbak hona sharam ka baat nahi hai ... burbak hone pe garv karna, ee sharam ka baat hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory