Yeh zaroori nahi ki tum ek behtar samaaj mein pehda ho ... zaroori yeh hai ki doosro ko tum ek behtar samaaj dekar vida lo
Sabyasachi Chakraborty
Jis jagah ko dekh kar parmatma ki yaad aaye ... woh tirth kehlata hai ... aur jis aadmi ke darshan se parmatma mein bhakti jage ... woh Mahatma kehlata hai
Dev Anand
There is no great genius without some touch of madness
Nawazuddin Siddiqui
Akal ke saamne shakal haari jaati hai ... shakal ki nakal toh kar sakte hai ... lekin akal ki nakal bhi nakli hoti hai
Shahrukh Khan
Joh sapne dikhata hai woh sapno ko sach karne ki taqat bhi deta hai ... joh pyar karna sikhata hai woh pyar ko zinda rakhne ki himmat bhi deta hai
Aditya Narayan
Burre waqt ki ek baat achchi hoti hai ... ki woh bhi guzar jaata hai
Salman Khan
Insaan ko apne kal mein nahi ... aaj mein jeena chahiye
Kajol
Agar zindagi mein kuch paana chahti ho, toh kuch khona seekho ... agar upar uthna chahti ho, toh thoda jhukna seekho ... agar kisi se jeetna chahti ho, toh usse haarna seekho
Ajay Devgan
Har mushkil ... manzil paane ka ek mauka hoti hai
Abhishek Bachchan
Joh guzar gaya woh haath mein nahi ... aane wala kal, joh kisse pata kya layega ... paas hamare sirf aaj hai, sirf ab hai ... us hi pe control hai ... bas yeh pal haath mein hai
Rajit Kapur
Asli wrestler woh nahi hota joh medal uthaye ... asli wrestler woh hota hai joh zindagi se lade aur usse haraye
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle ... khuda bande se khud pooche, bata teri raza kya hai?
Raaj Kumar
Yeh world hai na world, is mein do tarah ke log hote hai ... ek joh saari zindagi ek hi kaam karte rehte hai ... aur doosre joh ek hi zindagi mein saare kaam kar dete hai
Amitabh Bachchan
Har moment, ek moment tumhare samne se guzarta ja raha hai ... aur karna sirf itna hai ki har us guzarte moment ko khush banana hai
Unknown
Khel koi bhi ho ... hum gareeb log ya toh jeette hai ... ya seekhte hai ... haarte kabhi nahi
Tumhari tarah Mahatma Gandhi bahet gaye hote ghar mein ... biwi biwi beta beta karte huye ... toh tum aaj bhi kisi angrez ke ghar mein latrine saaf kar rahe hote
Paresh Rawal
Agar yeh hota toh woh nahi hota ... agar woh hota toh yeh nahi hota ... hota toh wohi hai joh hona hota hai
Sonam Kapoor
Pani aur tamannao ki taseer ek hai ... aage badhte jaana
Apna joh dil hai na woh dimaag jitna nahi sochta ... haan lekin joh sochta hai, bilkul sahi sochta hai
Ek chota sa tudka ... ek chota sa change ... yehi farak hota hai kyun mein aur kyun nahi mein
Rani Mukherjee
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory