Filmy Quotes
Dialogues, Lyrics & More

Home

Movies

Stars

Singles

Categories

Roles

Evergreen

Quiz

Support

Taare Zameen Par

Taare Zameen Par

Lyrics Translation
Dekho inhein yeh hai aus ki boodeinLook at them, they are like dew drops
Patton ki godh mein aasman se koodeinThat jumped on the leaves from the sky
Angdai le phir karwat badalkarThey turn around and pandiculate
Nazuk se moti hasde phisalkarThese gentle pearls slip and laugh
Kho na jaye yeh taare zameen parMay these stars don't get lost on earth


Yeh toh hai sardi mein dhoop ki kiraneThey are like the sunrays during winter
Utre joh aangan ko sunehara sa karneWhich descend in our courtyard
Mann ke andheron ko roshan sa kardeThey brighten up our gloomy hearts
Thithurti hatheli ki rangat badal deThey change the colour of our palms
Kho na jaye yeh taare zameen parMay these stars don't get lost on earth


Jaise aankhon ki dibbiyan mein nindiyanLike there is sleep in the box of eyes
Aur nindiyan mein meetha sa sapnaAnd a sweet dream inside the sleep
Aur sapne mein mil jayeAnd in the dream may we find
Farishta sa koiSomeone who is an angel
Jaise rangon bhari pichkariLike a watergun filled with colours
Jaise titliyan phoolon ki pyariLike the butterflies are loved by flowers
Jaise bina matlab kaLike for without any reason
Pyara rishta hai koiThere is a some lovely relationship
Yeh toh asha ki lehar haiThey are the wave of hope
Yeh toh umeed ki seher haiThey are the dawn of optimism
Khushiyon ki nehar haiThey are a canal of happiness
Kho na jaye yeh taare zameen parMay these stars don't get lost on earth


Dekho raaton ke seene pe yeh tohLook, how on the night's chest
Jhilmil kisi lao se ughe haiThey have sprouted like a flame
Yeh toh ambiyan ke khushboo haiThey are the fragrance of raw mangoes
Bhaagon se beh chaleWhich flows through the gardens
Jaise kaanch mein chhudi ke tukdeLike the broken pieces of a glass bangle
Jaise khile khile phoolon ke mukhdeLike the faces of fully blossomed flowers
Jaise bansi koi bajayeLike someone is playing the flute
Pedhon ke taleBelow the trees
Yeh toh jhaunke hai pawan keThey are the gentle gusts of wind
Hai yeh gunghroo jeevan keThey are the anklet bells of life
Yeh toh sur hai chaman keThey are the tune of the garden
Kho na jaye yeh taare zameen parMay these stars don't get lost on earth


Mohalle ki raunak galiyan hai jaiseLike the shining streets of the colony
Khilne ki zid par kaliyan hai jaiseLike buds that are stubborn to bloom
Muthi mein mausam ki jaise hawaeinLike the breeze in the fists of weather
Yeh hai buzurgon ke dil ki duayeinThey are the blessings of our elders
Kho na jaye yeh taare zameen parMay these stars don't get lost on earth


Kabhi baatein jaise dadi naaniAt times they talk like our grandparents
Kabhi chale jaise mum mum paniAt times they walk like water
Kabhi ban jayeAt times they become
Bhole sawaalon ki jhadiShowers of innocent questions
Sannate mein hasi ke jaiseLike laughter in silence
Soone honthon pe khushi ke jaiseLike joy on sad lips
Yeh toh noor hai barseThey are the divine light
Gar pe kismat ho padiThey shower on you if your luck is good
Jaise jheel mein lehraye chandaLike the moon drifts in a lake
Jaise bheed mein apne ka kandhaLike a shoulder of our loved one
Jaise manmauji nadiyaLike an exuberant river
Jhaag udaye kuch kaheSpumes froth and says something
Jaise baithe baithe meethi si jhapkiLike a sweet nap while sitting
Jaise pyar ki dheemi si thapkiLike a little pad full of love
Jaise kaanon mein sargamLike melody in the ears
Hardam bajthi hi raheWhich is always playing
Kho na jaye, kho na jaye, kho na jayeMay these don't get lost
Kho na jaye yehMay these don't get lost
Kho na jaye yehMay these don't get lost
Kho na jaye yehMay these don't get lost
Watch Video
Copyright © FilmyQuotes.com