Maine revolver pehli baar uthaya hai ... lekin itna jaanta hoon ki trigger dabane se goli chalti hai
Amitabh Bachchan
Ungliyaan kaant dene se haath nahi kat jaata
Mujhe tumhaare is behte hue khoon ki kasam
Unknown
Haathi, ghode, top, talwarein, fauj toh teri saari hai ... par zanjeer mein jakda raja mera ab bhi sab pe bhaari hai
Tere samne joh khada hai woh Mahatma Gandhi ka aadhar zaroor karta hai ... lekin poojta Chhatrapati Shivaji Maharaj ko hai
Ajay Devgan
Isko bol gun neeche kare ... nahi toh mera team joh bahar behta hai na ... isko kamre mein le jaake itna maaregi ki 480 bhashayein jitni Bharat mein boli jaati hai, sab bolne lagega
Pehle maroonga insaan ki tarah ... phir maroonga toofan ki tarah ... and finally maroonga Salman ki tarah
Tu zulm badhata ja hum sabrr badha lenge ... mitt jayenge hum lekin tujhko bhi mitaa denge
Mukesh Khanna
Hilna nahi ... nahi toh goli maar maarke bina plastic surgery ke tumhara face bighad dega
Kader Khan
Main uske jism par itne zakhm kar doonga ... ki sirf zakhm hi zakhm nazar aayenge ... jism nahi
Raza Murad
Dimaag ki charbi ke saath saath main badan ki charbi bhi nikal deta hoon
Sunny Deol
Kanoon aur kanoon ke rakhwaalon ko saboot ki zaroorat us waqt tak padti hai, jab tak woh kanoon ki hadhon mein rehte hai ... lekin jis waqt woh kanoon ki hifazat ke liye un hadhon se bahar nikal jaate hai, toh phir saboot ki nahi ... goliyon ki zaroorat padti hai
Shammi Kapoor
Agar police ke paas jaakar shaanpatti karne ki koshish ki ... toh kaan ke neeche capsule laga doonga
Razak Khan
Bata de haramzade ... nahi toh tadap tadapkar aur sisak sisakar marega tu
Raj Babbar
Aainda kisi gareeb par haath uthane ki koshish ki ... toh tumhare haathon ko bhik mangne ke kabil bhi nahi chhodunga
Kal jab suraj doobega toh sirf aasman hi nahi ... hamare dushmano ke khoon se dharti bhi laal ho jayegi
Danny Denzongpa
Pistol toh haath mein bachche bhi pakad sakte hai ... magar usse chalana bachchon ka kaam nahi
Jackie Shroff
Bhaag bhootni ke ... network mein aaya na toh line kaat daloonga!
Vivek Oberoi
Apna vasiyat nama banakar rakho ... kyun ki maut kisi bhi waqt tumhare ghar ka darwaza khatkhata sakti hai
Amrish Puri
Tum jaise gaddaron ka anth ek alag andaz se hoga
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory