Lakh baando tum hum mein zanjeer se ... waqt par niklenge phir bhi teer se
Unknown
Aadmi ko maarne se pehle ... uski sooch ko maarna zaroori hai
Jeeva
Hum uss sipahi ki tarah hai ... jiske haath mein sirf mayan hai ... talwar nahi
Iftekhar
Tumko toh saala hum pakdenge ... aur phir pakad ke chhod denge ... hum goli chhodenge aur lala tum zindagi chhod dena
Akshay Kumar
Bandook pakad lene se buzdil bahadur nahi ban jaata ... aur apun darr nahi jaata
Shahrukh Khan
Mujhe ladna nahi tha ... par tune koi choice nahi chhoda
Imran Khan
Agar meri behen ki khushi ki taraf aankh uthayi na ... toh tere kandhe par kabhi gardan bhi thi ... pata nahi chalega
Sunny Deol
Aadmi ko maarne ke liye ek hi goli kaafi hoti hai ... agar woh goli sahi jagah pe lage
Ashish Vidyarthi
Toop aur tanko se khelne waale fauji ... police ke tamancho se darra nahi karte
Pankaj Dheer
Bhagwan ne mujhe is liye zinda rakha ... ke main tumhare maut ke parwaane par dastakhaz kar sakun
Rekha
Main tera woh bura haal karoonga ... joh dimak lakdi ka aur chipkali makdi ka karti hai
Mohan Joshi
Main teri maut bankar aaya hoon ... aur teri maut atal hai
Usne kaha ek goli ki keemat hum desiyon ki jaan se kayi zyada hai ... toh phir yeh goli apna moolya kaise kamayegi ... tumhari bandook se nikalkar jab yeh seedha kisi angrez ki chaati ko challi karegi ... uske dil se takrayegi ... aur yeh aag ugalti goli uske khoon mein nahayegi ... tab
Ajay Devgan
Osama ko pakadne ke liye mulk, mazhab, maal aur military lag jaati hai ... ask the neighbouring country ... magar ek General Dyer ko maarne ke liye sirf ek Hindustani jigra aur yeh desi tamancha hi kaafi hai ... ask the world
Himesh Reshammiya
Main tumhe itni aasani se nahi marne doonga ... main tumhare khoon ke ek ek katre se ... police ke har us zulm ka badla loonga joh mujhpar hua hai
Shammi Kapoor
Nishana meri pistol ka hi nahi ... meri dimaag ki soch ka bhi bahut pakka hai
Raza Murad
Kismat hai ki zinda bach gaye pyare ... na jaane dakuyon ne is jagah kitne jawaan maare
Pran
Agar usse kuch hua toh goli aaisi jagah daloonga ... ki karobaar toh chhod ... tu din ke zaroori kaam karna bhi chhod dega
Sanjay Dutt
Film ho ya haqeeqat ... jab ladkiyo ko bachana hota hai ... toh hero hi aata hai
Saif Ali Khan
Tiger na billo se darta hai ... aur na billo ke pillo se
Aditya Pancholi
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory