Apun patang, woh apni dor ... woh morni, apun uska mor
Uski ghadi mein har waqt sadhe chhe hi bajhe rehte hai
Ab tak toh paison ke liye maine paseena bahaya tha ... aaj tumne mera khoon bhi bhaha diya
Music mere liye tarakki ki CD (seedi) hai
I love you ... do you love me? ... haan bolti toh you ... varna bahut hai in the queue
Tum mera time pass banogi ... lifetime ke liye?
G-B-M-L-R: Ganpati Bappa Morya Let's Rock!
Tujhe maroonga nahi ... teri bajake jaaonga!
Apne scene ka toh full kerosene ho gaya yaar
Dilli dil walon ki hai ... aur Mumbai sabki
Maana ki yeh flashback ki story hai ... par kya yeh rhyming zaroori hai
Pad gayi mehangi yaaron joh sochi thi sasti ... ab toh jayegi yahan se sirf hamari asthi ... humein kisne kaha tha karne great grand masti
Jab insaan zimmedaar ho jaata hai na ... toh phir zimmedaari chahe kitna bhi bada kyun na ho ... aadmi utha hi leta hai
Dushman kitna bhi taqatwar kyun na ho ... uski gardan hatheli bhar hi hoti hai
Marathe mitti mein dafan nahi hote ... mitti mein bhoye jaate hai
Agar badi chalang leni ho toh, do kadam peeche lene hi padte hai
Dushman agar taqatwar ho toh shakti nahi, yukti ko hathyar banao
Adil Shahi ke baare mein sochna Shivaji ne bachpan mein hi chhod diya ... lekin is Shivaji ke baare mein Adil Shah marte dum tak sochta rahega
He Hindavi swarajya vhave, hi tar shrinchi icha
Aaj se hamari zameen par hamara hi jhanda lehrayega ... is mitti mein humne bhagva nahi, vidroh ghada hai ... yeh vidroh meri mitti ke liye ... yeh vidroh swabhimaan ke liye ... yeh vidroh swaraaj ke liye
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory