Jab jeb mein daulat badh jaati hai na ... toh zabaan kaboo se nikal jaati hai
Sharaab meri dawa hai aur mera dard bhi hai
Dushman ko harane ka mauka aksar dushman humko khud deta hai
Majnu aur Romeo ko agar naukri doondni padti na ... toh pata chalta ki pyar karna bada aasaan hai ... naukri doondna bahut mushkil
Draupadi ki saree keechna Dushasan ko pada bhari ... saree mein saree, Parag saree
Jahan jahan hum mohabbat karne waalon ka khoon girega ... hazaron deewane pehda honge
Waise toh pyar mein aadmi ki chutti ho jaati hai ... lekin mujhe chutti ke din pyar ho gaya
Parayi aurat aur parayi daulat par nazar nahi dalni chahiye
Ek laawaris ko roti ki bheek di jaati hai pyar ki nahi ... usse zillat milti hai lekin apni sachai ko badalne ka mauka nahi milta
Tum kisi ka kaam chura sakte ho ... lekin uska hunar, uski kabiliyat nahi
Isse itna dard do ki jab woh apni maut ki bheekh maange ... tab bhi uske mooh se sirf cheekein hi nikle
Pyar dil se hota hai ... joh sachcha hota hai aur hamesha rehta hai
Galat baat ko kis tarah lena chahiye ... yeh hamare khandan ke bachchon ko doodh mein pilaya jaata hai
Jis chot se main zakhmi hua hoon ... ussi chot se ladunga
Jahan kaam aaye sui ... wahan talwar se kaam lete ho?
Na toh mujhe maafi maangni aati hai na hi pyar karna aata hai ... mujhe toh sirf koshish karni aati hai
For all your pain one champagne
Aap toh apni saaf sutri balcony mein se neeche gandi naali mein sirf thookna jaante hai ... par us naali mein pal rahe kisi laawaris ko apne barabar bithana jaante hai?
Yeh saadgi pe kaun mar na jaye ... aye khuda ladti hai aur haath mein talwar tak nahi
Maine kab kaha ki main Ram hoon ... arre main toh common hoon, sare aam hoon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory