Pyar mein mohabbat mein dil joh toot jaate hain ... log aisi halat mein tere paas aate hain
Jeetendra
Jab ek aurat se itna dukh utha liya ... toh doosri aurat se thoda sa sukh uthana yaar
Salman Khan
Yeh dard nahi zehar hai ... jise main na andhar pee sakta hoon ... na bahar ugal sakta hoon
Kamal Hassan
Sukh baatne se badhta hai ... dukh apnane se, dukh kam hota hai
Akshay Kumar
Bhai mat bol ... emotional ho jaata hoon main
Nana Patekar
Duniya mein bahut gham hai ... apna gham toh bahut kam hai
Shahrukh Khan
Dukh mein peeyo daru, sukh mein peeyo soup ... ameer aadmi ki party mein, gareeb aadmi chup
Daag daaman pe nahin ... dil pe liya hai maine
Amitabh Bachchan
Gham ke siva ... mein tumhe kuch bhi nahin de sakta
Unknown
Mann ko jalane se dukh door nahi hota hai ... dukh ko toh koshish karke bhulana padta hai
Tu sad-sad kyun hai, happy-sad kyun nahi ... hum sad kyun hote hai ... kyun ki mann bhaari hai, heavy heavy ... mann kab heavy heavy hota hai ... jab mann ko koi hurt karta hai ... mann ko kaun itna hurt kar sakta hai ... joh mann ke very very close hota hai ... mann ke very very close kaun hota hai ... jiske saath mann very very happy feel karta hai ... happy tha, is liye sad hai na ... so be happy-sad, not sad-sad
Aasoon kamzor logon ke zevar hote hai
Anil Kapoor
Udhar log mitane jaate hai gham ... aur uska naach dekhke nikal jaata hai ache-achon ka dum
Johnny Lever
Apne bachchon ke khatir kabhi na kabhi har maa ko rona padta hai ... koi aasoon bahakar roti hai aur koi aasoon peekar
Sharmila Tagore
Aasoon ki keemat tab pata chalti hai ... jab khud ki aankhon se bahe
Zarina Wahab
Ek anbani si muskaan ke peeche dard ki karaah sunai de toh bhi ... yeh sunheri tanhayi jazbaaton se takraake bikhar jaaye toh bhi ... hum kuch nahi bolenge, kuch nahi bolenge, kuch nahi bolenge
Tabu
Dekhunga yeh khula aasman doobara kabhi socha na tha ... maan jayega mera rootha khuda kabhi socha na tha ... gham mein bahut roya ab talak ghalib ... khushi se ro padunga ek din kabhi socha na tha
Maine unke sapnon ko dhuan hote dekha hai, waqt se pehle umar ko dhalte dekha hai, dukhte hue dard ko dekha hai ... lekin kabhi himmat haarte nahi dekha
Avesh ho ya dukh ho, gussa ho ya khushi ... apni bhavnaon ko paanch minute tak roke rakho ... un paanch minuton mein mann shaant ho jayega ... aur shaant mann se lena waala har ek faisla achcha hi hoga
Hawa hi aaisi chali hai ki jee bahal nahi ... varna hum toh bahut kam udaas rehte hai
Om Prakash
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory