Maine unke sapnon ko dhuan hote dekha hai, waqt se pehle umar ko dhalte dekha hai, dukhte hue dard ko dekha hai ... lekin kabhi himmat haarte nahi dekha
Unknown
Ek kalakaar kabhi bhi businessman nahi ban sakta ... aur ek businessman kabhi kalakaar nahi ban sakta
Paresh Rawal
Dharam se zyada kuch bhi nahi bikta is duniya mein
Yeh Kamasutra ka desh hai ... joh hum mein apne shareer ka, apni aatma ka, apni kamana ka, apni manavata ka utsav manana sikhata hai
Randeep Hooda
Mera maanna hai ke jeevan ka udeshya hona chahiye kala sa sundar hona ... aur agar aap kala ko bandhoge toh woh sab nasht ho jayega, joh jeevan mein sundar hai ya jiska koi arth hai ... bandh ke reh jayenge hum sab
Tumhari chitron ki duniya mein jeene ke baad asli duniya bemaani lagti hai
Naari beech saree hai, ki saree beech naari hai ... naari hai ki saree hai, ki saree hai ki naari hai
Meri kala hi mera jeevan hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory