Tere is haramipan ki aaisi sazaa doonga ... ki cheel kauve bhi teri laash ko nahi nochenge
Unknown
Kiski nass mein kitna khoon hai ... yeh khooni bhediya achchi tarah jaanta hai
Rahul Dev
Tumhare haathon ke upar aur haath hai ... aur un haathon ke upar aur kahi haath hai ... aur in sab haathon ki dor mere haath mein hai
Anupam Kher
Yeh basti mere zulm ka kabristan hai ... aur tum sab log mere zulm par bichi hui ek safed chaddar
Mukesh Rishi
Everytime I'm forced to kill a man ... little bit of myself also dies
Naseeruddin Shah
Paapiyon ka anth karne waale tumse pehle bhi kahi avtaar le chuke hai ... lekin is dharti par na paap khatam hua hai aur na hi paapi
Raghuvaran
Hamari kitaab mein galati ka lafz hi nahi hai ... hum galat kare toh sahi kehlata hai aur zulm kare toh insaaf kehlata hai
Kader Khan
Bhagwan ka shukar ki jiye ki usne hum mein koi behen nahi di ... varna saala kehne par cheerkar phek deta
Mithun Chakraborty
Dhamki aur gaali ... yeh dono se achche achchon ki phat jaati hai
Usse kahin kuch ho gaya toh saara khoon kheenchkar teri nasson mein itna barood bhar doonga ... ki tu zindagi bhar jalta rahega
Joh jitna ooncha udhta hai ... usse kaatna utna hi aasaan hota hai
Pavan Malhotra
Clinic all clear dandruff shampoo ki tarah clear clear bata do ... varna itna maarenge ki zindagi bhar badan pe kapdon ki jagah dukh dabao lep lagakar ghoomoge
Johnny Lever
Abhe pain balm ... ghamorio ke saste powder!
Mere bahadur saathiyon ... nikal aao bahar aur laashon se bhar do is shehar ko ... jala do, raakh kardo, ek bhi zinda na rahe
Yeh haath bada ziddi hai ... gardan pakad le toh dum nikaal ke chhodta hai ... aur haath pakad le toh apna ke chhodta
Rajesh Khanna
Main lift se ya seedhiyon se nahi ... laashon ke dher ke upar chad chadke upar pahuncha hoon
Amole Gupte
Bheje ka dahi kiya toh dhood bana daloonga ... kaan ke neeche capsule laga daloonga
Razak Khan
Desh ke dushman tera hoga mooh kaala ... aaj Bulla ka janaza hai uthne waala
Aye main Shankar dada ... baat karne nahi ka zyada ... poora ka poora aadmi ka kar doonga aadha
Aaj ke zamane mein achcha insaan ban jaana bada risk hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory