Yeh daulat bhi kya cheez hai ... jiske pass jitni bhi aati hai ... kam hi lagti hai
Amrish Puri
Shehar ke har bridge par hote hai ATM ... jitne paise chahiye nikaal lo ... aur har sunsaan gali mein hoti hai kapadon ki dukaan ... joh pasand aaye pehen lo
Anushka Sharma
Bachana woh seekhta hai joh zyada kamana nahi jaanta
Emraan Hashmi
Pyar dhan, daulat, khandan nahi ... sirf dil dekhta hai
Sunil Shetty
Mazdoor ka paseena sookhne se pehle, uski mazdoori mil jani chahiye janaab
Amitabh Bachchan
Ek vaishya bhi sex ke paise nahi leti ... sex ke baad bistar chhodke jaane ke paise leti hai
Karan Singh Grover
Kutte ke mooh se haddi ... aur tees maar khan ki noton ki gaddi ... dono cheenana bekaar hai
Akshay Kumar
Mere jeb se jab hazar rupai ka note neeche girta hai ... toh main usse uthata nahi hoon ... jaante ho kyun? ... kyun ki us note ko zameen se uthakar mere jeb mein rakhne mein jitna time jaata hai ... utne mein main lakhon ke deals kar leta hoon ... time is precious
Kay Kay Menon
Daulat ka kya hai, woh toh aati jati rehti hai ... magar beti toh ghar ki izzat hai ... aur izzat ek baar chali jaye toh woh laut kar vapis nahi aaya karti
Kader Khan
Daulat ka pedh jab bhi ughta hai ... paap ki zameen mein hi ughta hai
Amjad Khan
Doctor sahab, aap operation ki tayaari kijiye ... main paison ka intezaam karta hoon
Unknown
Main paanch lakh ka sauda karne aaya hoon ... aur meri jeb mein paanch phooti kaudiyaan bhi nahin hai
Har cheez ki keemat hoti hai ... pata sirf yeh karna hota hai ki kise aur kaise khareedna hai
Aishwarya Rai
Akele paise kamane mein koi mazaa nahi hai
Ranveer Singh
Har insaan ko zindagi mein kisi na kisi cheez ki khoj hai ... kisi ko naam ki khoj hai ... kisi ko mukaam ki khoj hai ... kisi ko khoj hai daulat aur shohrat ki
Shahrukh Khan
Ghee chhe toh ghapa-ghap chhe
Vicky Kaushal
Paise ho na ho ... pyar apna jugaad nikaal hi leta hai
Ayushmann Khurrana
Duniya mein mard lakh imaandar hoga toh sadak pe padhe hue pachaas yah sau rupaiy ki note chhod dega ... lekin ek akeli, jawaan, anaath ladki ko koi nahi chhodta
Farha Naaz
Zindagi mein paise zyada bhale hi ho ... kam kabhi nahi padne chahiye
Shilpa Shetty
Pandra sau ki naukri karne waala ... ek din tujhe dedh sau ka kafan pehnayega
Nana Patekar
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory