Apun to khud saala maut hai ... is liye aaj talak zindagi ka himmat nahi pada ... ki apun ko nazdeek se aakar dekhe
Shahrukh Khan
Main tumhari maut bankar aaya tha ... lekin tum meri zindagi ban gayi
Ajay Devgan
Zindagi race ki tarah hai ... joh ghoda jeetta hai ussi ki izzat hoti hai
Jackie Shroff
Zindagi aur kuch nahi sirf ek rishtaa hai ... joh in rishton ko todh deta hai, woh apno tak ko kho deta hai ... aur joh in rishton ko nibha leta hai, insaan toh kya bhagwan ko bhi paa leta hai
Amitabh Bachchan
Life mein haan ya na ki probability 50-50 ki hoti hai ... aur mujhe lagta hai ki haan wala 50 bahut hota hai
Ayushmann Khurrana
Ab toh is zindagi mein wohi aayegi ... yah phir is aashiq ki jaan jayegi
Prem ek ghaav hai joh na jeene deta hai aur na marne deta hai
Jaane jahan tujhe kya kahoon ... mere khawabon mein, meri baaton mein, meri neendon mein, meri raaton mein bas tu hi tu ... jaaneman meri zindagi hai tu
Shahid Kapoor
Tumhari zindagi mere haath mein hai ... aur tumhari maut bhi
Dilip Kumar
Doobara agar mujhe haath lagaya, toh haath kaat ke aaisi jagah ghusa doonga ... ki zindagi bhar khana bhi mooh se padega ... aur nikalna bhi
Yeh zindagi badi ajeeb hai ... joh kabhi nahi hua hota hai woh kabhi na kabhi zaroor ho jaata hai
Abhimanyu Singh
Main perfect nahi hoon, tum perfect nahi ho aur zindagi kabhi perfect nahi hogi ... par tum mere liye hamesha perfect hogi
Saif Ali Khan
Life style se nahi chalti ... uske liye kuch kaam kaaj karna zaroori hota hai
Supriya Karnik
Bank account ke figure mein jitne shunya badhte jaate hai ... zindagi ka shunya utna bada hota jaata hai
Himanshu Malik
Joh dimag se khiskela rehta hai na ... woh heech life mein upar jaata hai
Deepika Padukone
Zyada badbad karke, apni zindagi mein maut ki gadbad mat kar
Mohan Joshi
Ab life ki fitrat hai lena, toh legi ... ab yeh tumpe hai ki munh phulake doge ya daant dikhake
Unknown
Sari zindagi guzaar di tune paisa jama karne mein ... magar tu yeh bhool gayi ki na kafan mein jeb hai aur na kabar mein almari ... aur kambakht maut ke farishtey rishvat bhi nahi lete
Himesh Reshammiya
Jinko zindagi mein pyar karte hai na ... woh hum mein hamesha nahi milte
Sarika
Jab aap log zindagi ki mauj mein the ... tab hum fauj mein the
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory