Tabaadlo se ilaake badalte hai ... iraade nahi
Amrish Puri
Car se aane waale aksar derr se aate hai
Shashi Kapoor
Naari ka doosra naam seva hi toh hai
Smita Patil
Gunaah ke samundar ki koi bhi machli ... tumhare jeevan ke pavitra nadi mein kabhi nahi aayegi
Raaj Kumar
Bazaaru cheezon se ghar sajaaye jaate hai ... basaaye nahi
Saeed Jaffrey
Main ittefaq se koi kaam nahi karta
Akshay Kumar
Main toh aaj tak samajhta tha ki daulat insaan ko sirf pagal banati hai ... par main dekh raha hoon ... daulat insaan ko soovar bhi bana deti hai
Raghuvaran
Sirf daulat kamane se kuch nahi hota hai ... aadmi kamana bhi zaroori hota hai
Mere andhere jeevan mein ... subah phir se laut aayi hai
Rakhee Gulzar
Paison ke mamle mein main pehdaishi kamina hoon ... dosti aur dushmani ka kya, apno ka khoon bhi pani ki tarah baha deta hoon
Haddi toh toot kar phir bhi jud jati hai ... lekin aadmi ki izzat, uska atmasaman ek baar toot jaye na toh phir kabhi nahi judta
Akshay Anand
Jab zakhm, zakhm ke samne mooh kholta hai ... toh bharne lagta hai
Feroz Khan
Main apno se badhon ki ya apne barabar waalo ki baat sunta hoon
Arbaaz Khan
Ek kuari ladki ka alekapan, us shaadi shuda aurat le akelepan se lakh guna behtar hai ... joh woh har pal, har raat apne pati ke bistar mein mehsoos karti hai
Mallika Sherawat
Waqt sabse bada marham hota hai
Raveena Tandon
Theoretically toh mujhe darna chahiye ... par practically mujhe dar lag nahi ra
Madhavan
Jo hoga ... jab hoga ... aap sabko hila dega
Neil Nitin Mukesh
Uff tumhare ussool, tumhare adarsh ... kis kaam ke hai tumhare ussool ... tumhare saare ussoolon ko goond kar ek waqt ki roti nahi banayi ja sakti
Amitabh Bachchan
Aaj kal relationship mein ghusna aasaan hai, us mein se nikalna mushkil ... rishta jodna aasaan hai, todna mushkil
Ranbir Kapoor
Har sikke ke do pehlu hote hai ... if there is god, there is evil ... agar achai hai, toh burai bhi hai ... agar roshni hai, toh andhera bhi
Mona Singh
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory