Jitni acting parde par hoti hai ... usse kahi zyada parde ke peeche hoti hai boss
Shahid Kapoor
Isse kehte hai maar ... khane waala bhi roye aur maarne waala bhi roye
Ajay Devgan
Shukriya toh gairon ka ada kiya jaata hai ... apno ka nahi
Amrita Singh
Hamare yahan galati pehli baar nahi ... aakhri baar hoti hai
Abhishek Bachchan
Qatta kijiye na taluk humse ... kuch nahi hai toh adawat hi sahi
Saira Banu
Life mein profit se zyada kuch aur cheezein mainey rakhti hai
John Abraham
Yeh eent patthar se makaan, chhat, deewarein toh ban sakti hai ... lekin ghar nahi
Shahrukh Khan
Jin gande haatho se tumne Bijuriya ke jism ko chua hai ... unhi haatho ko jodhkar tumhe usse maafi mangni padegi
Ab tak joh khoon is company ko banane mein laga na ... wohi khoon is company ko barbaad karne mein lagega
Vivek Oberoi
Aadmi ko maarne se pehle ... uski sooch ko maarna zaroori hai
Jeeva
Aulad ki judai ka dard ... maut ke dard se bhi zyada hota hai
Govinda
Tumhare liye sindoor ki keemat chahe kuch bhi na ho ... magar yeh ek suhagan ke liye anmol hai
Madhuri Dixit
Car se aane waale aksar derr se aate hai
Shashi Kapoor
Empires ki neev laashon par hi rakhi jaati hai
Prithviraj Sukumaran
Aapki har baat paison se shuru hoti hai ... aur paison par khatam hoti hai
Saif Ali Khan
Khana khane ke liye pati ka nahi ... bhook lagne ka intezaar karna chahiye
Anil Kapoor
Vishvas toh ek aaisa bandhan hai ... joh ek insaan ko doosre insaan ke kareeb lata hai
Manoj Kumar
Aap hamare paseene se logon ka khoon chooste hai
Tu mera dulha toh kya ... kisi ka dalaal banne ke layak bhi nahi hai
Joh thappad dikhayi nahi deta ... woh zyada gehri chot karta hai
Anupam Kher
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory