Aaj kal izzat maangne se nahi milti ... chinni padti hai
Ajay Devgan
Saaza paane ke liye criminal hone ki kya zaroorat hai ... beguna hona hi kaafi hai
Sher Khan khud aaya tha khud chala jayega
Pran
Gusse mein liya hua decision hamesha nuksaan pahunchata hai ... is liye pehle maine decision liya and now I'm getting angry, very angry
Anil Kapoor
Surveillance mein listening is a fine art
Sidharth Malhotra
(Apni jaan se bhi keemti kuch aur hai kya?) ... Hai, woh ke jiske liye mara jaa sake
Shahid Kapoor
Tujhe main marne se pehle agar dekh loonga ... toh mar jaane ke baad bhi meri aankhen zinda reh jayengi
Dharmendra
Aaisi nafrat bhi achi nahi ... joh ghate toh nafrat aur bade toh mohabbat ban jaye
Shammi Kapoor
Jis insaan ko maa ki mamta naseeb nahi hui ... us jaisa koi badnaseeb nahi
Meri pasand woh nahi hoga joh croreon kamayega ... meri pasand woh hoga joh croreon ka dil jeetega
Amrita Rao
Maut se woh log darte hai jinka zindagi se koi rishta ho ... mera toh sirf ek hi rishta hai ... jis se mujhe maut hi mila sakti hai
Talwar ke zor par takht cheenne waale ko ... baaghi kaha ja sakta hai, shahenshah nahi
Manisha Koirala
Kuch baatein kuch kho kar hi samajhi jaati hai
Bipasha Basu
Naale ka ganda pani kabhi Gangajal nahi ban sakta
Rakhee Gulzar
Hamari ragon mein hamari maa ka doodh aur shudh Gangajal beh raha hai
Govinda
Tum shayad mere bagair reh sakte ho ... magar main tumhare bagair na reh sakti hoon, na jee sakti hoon ... haan mar sakti hoon
Karisma Kapoor
Har insaan achcha hota hai ... waqt usse bura banata hai
Fardeen Khan
Har sipahi ki zindagi mein aaisa waqt zaroor aata hai ... jab usse apni duty se zyada apni aatma ki awaaz sunni padti hai
Kismat aadmi ko dokha de sakti hai ... lekin bhagwan aadmi ko dokha nahi deta
Kishore Kumar
Kanoon jazbaat ki nahi sabooton ki zabaan sunta hai
Shakti Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory