Jahan par dus log kaam karenga ... wahan pe ek na ek gaddar to zaroor niklenga
Shahrukh Khan
Rana karz aur farz dono ko ... ek hi nazar se nibhata hai
Raaj Kumar
Bure kaam karte karte buri aadatein padh hi jaati hain
Dev Anand
Shehar badalne se mera shareer toh nahin badlega
Paoli Dam
Ek beta gaya hai apna farz nibhane ... doosra yahan apna farz nibhayega
Shahid Kapoor
Kabhi us jagah mat jaana jahan tumhari soch tumse pehle pahunch jaye
Ajay Devgan
Itihaas ki ek khasiyat hoti hai ... jab bhi woh khudko dohrata hai ... toh saare pyaade wahin khade milte hai
Sharad Kelkar
Main sirf sasural se hi shaadi wale din khali haath lauta tha ... varna jiske ghar subah subah pahuncha hoon kuch na kuch nikaal kar hi laya hoon
Gareeb ka dil agar sone ka hota hai ... toh haath faulaad ke hote hai
Vinod Khanna
Zindagi mein bada aadmi banne ka sapna maine dekha hai ... usse saakar karne ke liye joh keemat chukani padegi woh bhi main hi chukaonga
Govinda
Har aadmi ka kuch na kuch daam hota hai ... daam dedo, aadmi tumhara
Amrish Puri
Duniya ki sabse oonchi imaarat ban jaane ke baad apne naam se pehchani jaati hai ... usse banane waalon ke naam se nahi
Alok Nath
Kabhi kabhi hadsa itna bada hota hai ... ki uske samne zindagi bahut choti ho jaati hai
Rakhee Gulzar
Bazaar ke chaurahe par bikne waali koi ashleel kitaab nahi hai hum ... jiske panne har koi palatta rahe aur hamare mooh par thookta rahe
Suresh Oberoi
Bura waqt aur purane paap ... insaan ko hamesha dhoond hi lete hai
Fardeen Khan
Pita ka hukum manna beti ka farz hai ... lekin patni ko pati se alag rehne ka hukum agar bhagwan bhi de ... toh usse bhi thukra dena patni ka dharam hai
Meenakshi Sheshadri
Sharifon ko lootna baimaani hoti hai ... aur baimaanon ko lootna chalaaki
Rajinikanth
Makaan ooncha banane se ... insaan ooncha thodi ho jaata hai
Amitabh Bachchan
Saatve asmaan ko choone ki koshish karte karte ... yeh main pataal mein pahunch gaya hoon
Achche khareedar hamesha sauda karne se pehle ... doosre ki keemat ka andaza lagate hai
Ajit Khan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory