Sikka tumhara par baazi meri
Main criminals se baat nahin karta
Burai chahe jitni bhi aage chali jaye ... hamesha achchai se peeche rehti hai
Is duniya mein aadmi ka sabse bhari bhoj ... uski khali jeb hoti hai
Aaj kuch isharon mein keh dena ... samajh jaonga
Aapka shasan jise apradh kehta hai ... hamari bhasha mein usse kranti kehte hai
Apni rakam ... apna munafa!
Hum mein kahin na kahin ek chota bachcha chupa hua hai ... joh bada hone se inkaar karta hai
Aadmi jab bahut khush hota hai ... roh deta hai
Chor ki sachchai sirf ek chor jaan sakta hai
Hamare dhande mein na bandook chalti hai, na bomb, na chaku ... chalta hai toh sirf ek hi cheez ... dimaag ... aur woh hamesha hamare saath rehta hai, loaded
Gham aur thakaan ka mel ... jaanlewa hota hai
Sab kuch nijhi hai ... sab kuch
Yeh world hai na world, is mein do tarah ke log hote hai ... pehle jinke paise ekhatte ho jaate hai ... aur doosre jinke paise kabhi ekhatte nahi hote
Pyar ki ek apni hi kundli hoti hai
Khada ho jaon yah ... iske liye bhi license chahiye?
Kranti ka rasta aaisi paristitiyon se guzarta hai ... joh striyon ke liye surakshit nahi hai
Main Bapu nahin hoon ... main bas apna dhanda karna jaanta hoon
Love is cute ... but in this case the lover is mute
Hamare yahan galati pehli baar nahi ... aakhri baar hoti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory