Jab log tumhare khilaaf bolne lage ... samajh lo tarakki kar rahe ho
Abhishek Bachchan
Chalis saal pehle ek aur aadmi tha joh kanoon ke khilaaf tha ... aaj hum uss aadmi ko Bapu kehte hai
Mere ko yeh golf khelna nahi aata ... yeh ghode ki race bhi nahi khelta ... lekin apne dhande ka mazbood khiladi hoon main
Main baniya hoon sahab ... sab kuch bahut sambhaal ke kharch karta hoon
Agar paisa ban sakta tha ... toh maine banaya hai
Apne mujhe paanch minute diya tha na? ... saade char minute mein sab kuch khatam kar diya maine ... tees second profit, munafa ... yahi hota hai business
Na sunta nahin hai mujhe
Kis baat se naraz hain aap log? ... meri tarakki se ... yah meri tarakki ki teezi se
Meri himmat aam aadmi ki himmat hai ... is desh ki himmat hai
Apni rakam ... apna munafa!
Khada ho jaon yah ... iske liye bhi license chahiye?
Main Bapu nahin hoon ... main bas apna dhanda karna jaanta hoon
Public se kya darna sahab ... main khud public hoon
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory