Har mushkil ... manzil paane ka ek mauka hoti hai
Main baniya hoon sahab ... sab kuch bahut sambhaal ke kharch karta hoon
Joh pyar karta hai woh jaan leta nahin ... jaan deta hai
Agar paisa ban sakta tha ... toh maine banaya hai
School kabhi gaya nahi ... par zindagi har roz ek naya sabak sikhati hai
Apne mujhe paanch minute diya tha na? ... saade char minute mein sab kuch khatam kar diya maine ... tees second profit, munafa ... yahi hota hai business
Ladai mein har jeet ki keemat chukani padti hai
Daulat, izzat, shohrat ke samne hum aadmi bhale hi jhuk jaye ... par kehte hai ek aurat ka dil kabhi nahi jhukta
Meri himmat aam aadmi ki himmat hai ... is desh ki himmat hai
Kis baat se naraz hain aap log? ... meri tarakki se ... yah meri tarakki ki teezi se
Agar apni azaadi ke liye ladna apradh hai ... toh haan maine apradh kiya hai
I'm gonna start the ignition of androoni emotion for manual operation with mutual consideration for production of future generation
Na sunta nahin hai mujhe
Iska haath agar aadmi pe padhe toh aadmi hil jaata hai ... aur agar banjo pe padhe toh bhi aadmi hil jaata hai
Mera kaam choron ko pakadna hai ... unka shikaar karna nahin
Kabhi socha hai ki Mumbai ko sapno ka shehar kyun kaha jaata hai ... kyun ki yahan pe sapne sirf bungalow aur imaraton mein nahi ... galiyon ki gandi naaliyon mein bhi palte hai
Shagun bhi tabhi shagun kehlata hai ... jab uski rakkam sau nahi, ek sau ek ho
Haddiyan toh kabhi na kabhi judh hi jayengi ... magar mere andhar joh kuch bhi toota hai na ... woh kabhi nahi judhega
Zindagi bas ek safar hai ... sacha ghar toh sabka ek hi hai ... upar waale ka
Kaise lootna hai trick us mein nahi hai ... kisse lootna hai woh trick hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory