Agar tu ghar mein chupa raha toh chuhe ki maut maara jayega ... aur agar bahar nikal aaya toh geedar ki maut ... bol tujhe kaunsi maut chahiye?
Tumhe is baat ka koi haq na pahunchta ki police ki farz ki Ganga joh ki kanoon ki Gangotri se nikalti hai ... usse tum apni gandi aadaton ke gutter mein dal do
Aapne joh samjhaya meri samajh mein kuch nahi aaya ... kyun ki aapki joh samajh hai na meri samajh ki samajh se bahar hai
Oh paaji tussi kamaal ho, tussi great ho ... oh tussi toop ho toop, tussi zindagi di hope ho hope
Sachchai ke liye kisi bhi cheez ko kurbaan kiya ja sakta hai ... magar kisi bhi cheez ke liye sachchai ko kurbaan nahin kiya ja sakta
Jawani mein aise pyar bhare kaand karne chahiye ... varna bhudape mein Ganga mein jaake dhoyenge kya
Besharam gende ki behaya khaal ... bina pancho ki chaupal
Kuch log chale jaate hai magar marte nahi ... aane waali zindagiyon mein khushboo bankar reh jaate hai
Duniya mein bhale aadmi sirf do hai ... ek woh joh mar gaya aur doosra woh joh abhi pehda hi nahi hua
Duniya ke rachaita Brahma ne har insaan ka bhagya likhkar hi usse is duniya mein bheja hai ... sukh aur dukh uske zaroori ang hai ... is baat ko samajhkar joh jeeye us hi ka naam zindagi hai
Gaon ki shudh hawa khai hai maine, cigarette ha dhuan nahi ... faulad ka seena hai mera, haddiyon ka pinjra nahi
Yeh ladkiyan bhi na yaar sab samajhti hai ... par pata nahi hum ladkon ko kya samajhti hai
Is chor bazaar mein aake apne ho gaye vare nyare ... apun akhiyon se goli maare
Agar hum mile toh hamara muqaddar ... aur na mile toh hamari taqdeer
Pyar karne waalon ko pyar khud apna falsafa batata hai
Agar bhagwan bhi insaan se uski zindagi maange, toh insaan kabhi nahi dega ... is liye bhagwan bhi cheen kar hi leta hai
Joh log waqt ke dhaare mein kagaz ki naav ki tarah beh jaate hai ... unhe ek mamuli si lehar bhi dooba deti hai
Jab shehar ki taqdeer harami ho jaati hai ... tab Kapali jaisa ek haramzada pehda hota hai
Chehra dil ka aaina hota hai
Insaan apne vyavhaar, apne charitra, apni zubaan aur apne dil se amir hota hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory