Abhe kabab mein haddi ... chhed wali chaddi
Samajh samajhke samajh ko samajho ... samajh samajhna bhi samajh hai ... samajh samajhke joh na samajhe meri samajh mein woh nasamajh hai ... aye nasamajh, nasamajh naa samajh mujhe ... meri samajh teri samajh ke bahar hai ... samajhe?
Bahut samajh samajhke samajh mein aaya hai ... ki pyar ko sirf pyar hi samajh sakta hai
Is duniya ka har ladka bachkana hai, har ladki insecure hai aur hum sab real life mein cheezy hai
Aap toh ja rahi hai magar main aapki zindagi mein bhudape ki tarah aaonga ... joh ek baar aata hai aur uske baad aata hi jaata hai
Haath unhi ke jalte hai joh aag bhujane ki koshish karte hai ... aag jalane waalon ke haath kabhi nahi jalte
Hospital mein chloroform ki jagah agar tere kapde soongah diye ja na ... toh patient coma mein chala jayega
Sari zindagi kai tasveerein seene se lagayi rakhi ... kabhi khud ki tasveer yaad nahi rakhi
Ho jaoge majboor tum bhi kuch is tarah ... Ranjhe ki mohabbat mein Laila thi jis tarah
Aksar log safar mein humsafar ban jaate hai
Aankhon ne kar diya kaam tamaam ... kya hai aap ka shubh naam?
Har woh kadam joh kanoon todne ke liye aage badega ... main usse apahij kar doonga
Chola aur kursi badal jaane se aadmi ki janam kundli nahi badalti
Woh shaadi hi kya teri dawat nahi jis mein ... aur woh aag hi kya teri soorat nahi jis mein
Joh jee nahi sakta hai tumhare without ... uspe tumko itna hai doubt
Manne erotic kahani aur sharmati jawani ... ghani bhave hai
Jin gharon ki dehleez pe bahut shor hota hai ... unka charcha har ore hota hai
Sharam toh stree ka gehna hai ... tabhi toh tune yeh sab pehna hai
Classical song aur staff ki maang ... sun'na chahiye
Yeh kaisi ghatna ghat rahi hai ... bina karan phat rahi hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory