Tu jaaye toh woh aaye ... woh aaye toh ho jaaye
Haathon ki lakeeron pe ghamand mat kar ... taqdeerein unki bhi hoti hai jinke haath nahi hote
Is duniya ke andar apne pyar ka gala ghontana bahut mushkil hai ... magar joh aadmi apun ko pyar karta hai ... uska dil todna bahut paap hai
Tum log suno-gay ... toh hairan ho jao-gay ... pata nahi kya socho-gay ... kya samajho-gay ... aur mere liye kya kaho-gay
Izzatdar aur bazaru aurat mein sirf ek hi farak hota hai ... suhaag ki nishani mangalsutra
Jinke paas sirf pahunch hoti hai, unke paas kabiliyat nahi hoti ... meri pahunch meri wafaadari tak hai, meri imaandari tak hai, meri pahunch meri mehnat tak hai ... aur iske badaulat main apne mukaam par zaroor pahunch jaonga
America jis galeban mein phool daalta hai ... Russia jis galeban mein haar daalta hai ... tumne us galeban pe haath daala?
Is boyfriend ko usne pehle se bhi zyada lift diya aur pehle se bhi zyada bada gift diya
Tum ghadi ki keemat toh jaante ho ... magar waqt ki keemat nahi jaante
(Abhe kaun hai be tu?) ... Sachon ke saath sacha hoon, achon ke saath acha hoon ... aur kanoon ki woh maa jiski aankhon pe patti bandi hai, us hi ka aankhon wala bacha hoon
Kyun be sukhe hue chuare ... baasi udad ke papad!
Kabhi kabhi hoothon ka kaam aankhen kar deti hai
Galati se galati ho gayi
Yeh unnees reel ki film hai ... aage aage dekho hota hai kya
Umar toh kasrat karne ki hoti hai ... hasrat karne ki nahi hoti hai ... aazmana hai toh ab bhi aazma sakti hai ... aur shamma jab tak bhujti nahi aag laga sakti hai
Umar aur mohabbat ka toh choli daman ka saath hove hai ... umar rangeen ho jave hai toh mohabbat namkeen ho jave hai
Bachon ke liye toy aur jawan ke liye enjoy ... must hai
Tere husn ki laali mane deewana bana rahi hai ... jahan dekh raha hoon tu hi tu nazar aa rahi hai
I don't know what is this funda ... once my heart was so thanda ... jab paas aayi yeh hottie ... now love is god, I am uska banda
Nazaron ke ojhal bhai aur pardesi ki lugaai ... kabhi bhi bhigad sakte hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory