Aag joh dil mein lagi hai, usse duniya mein laga doonga main ... joh teri doli uthi, zamaane ko jalaa doonga main
Ajay Devgan
Hum toh kabse apni jaan hatheli pe liye ghoom rahe hain ... kambakht koi leta hi nahin
Pyar mein sauda karne ki aadat in aamiron ki ... jaan le leti hai hum jaise gareebon ki
Jaan pyari hai toh uska khayal tak apne dil se nikaal do ... varna jal jaoge ... kyun ki hum diljale hain
Premi hai, pagal hai, deewana hai
Amrish Puri
Main mar nahin sakta, na hi zinda pakda ja sakta hoon ... bas maar sakta hoon, sirf maar sakta hoon
Zindagi ka mazaa toh khatte mein hi hai
Gulshan Grover
Joh mere pyar ka daava na sabit kar sake ... woh jaan kis kaam ki hai
Is dharti se gaddari mat kar ... varna yeh dharti phategi, sholay ughlegi ... aur tujhe raakh kar degi
Joh jab Hindustan ko mitana chahega ... mitti mein mil jayega
Agar woh chale gaye ... toh insaan nahin, barood bankar lautenge
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory