Tujhe is bazaar ka dastoor main samjha nahi sakta ... bik gaya joh woh khareedar ho nahi sakta
Aamir Khan
Zindagi kamaal hoti hai ... ulhaj jaaye toh jaan lele ... sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai
Akshay Kumar
Mujhe aaina na dikhao, ismein koi pagal nazar aata hai ... yeh main nahin, ismein sara jahan nazar aata hai
Ajay Devgan
Soocha tha khatir karenge hum bemisaal teri ... woh dekh tere ghar waale aa gaye hai utaarne khaal teri
Ab bhi jiska khoon na khaula, khoon nahin voh paani hai ... joh desh ke kaam na aaye woh bekaar jawani hai
Na jagde hum apas mein, jagadkar toot jayenge ... tumhara aaina hum hai, humara aaina tum ho
Humne bahut dekhe hai ishq mein jaan dene waale ... par kya karen huzoor aashiqui dillagi nahi hoti
Unknown
Morni bina mor kis kaam ka ... yeh sindoor hai Ram naam ka
Deepika Padukone
Phool khilte hai, bahaaro ka samaa hota hai ... aaise mausam mein hi toh pyar jawan hota hai ... dil ki baaton ko hooton se nahi kehte ... yeh fasaana toh nighahon se bayaan hota hai
Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
Shahrukh Khan
Duniya ke sitam yaad, na apni hi wafaa yaad ... ab kuch bhi nahi mujhko mohabbat ke sivah yaad
Rishi Kapoor
Hum baar baar tere dar pe aayenge ... aur ghanti bajake bhaag jayenge
Archana Puran Singh
Mohabbat humne maana zindagi barbad kar deti hai ... yeh kya kam hai ki marr jaane pe duniya yaad karti hai
Dilip Kumar
Joh taar se nikli hai, woh dhun sabne suni hai ... joh saans pe ghuzri hai, woh kis dil ko pata hai
Pyar bhaut badi googly hoti hai ... mil jaye toh badam varna saali moongphali bhi nahi hoti hai
Bandar ke nachane se kalandar nahi padte ... tasbi ke phirane se paighambar nahi padte
Shahbaz Khan
Yun khafa khafa rehke tadpaoge kab tak ... cameraman Yogesh ke saath Rajan Chaurasia ... Aaj Tak
Falak ke teer ka kya dekh nishana tha, udhar thi bijli idhar mera aashiana tha ... pahunch rahi thi kinare pe kashti-e-umeed, us hi waqt is toofan ko bhi aana tha
Mere dil, jigar, liver mein ho tum ... waqt bewaqt aaye woh fever ho tum ... ab toh meri life mein forever ho tum
Saqib Saleem
Chehre pe itna noor tumhare, aankhon mein itna pyar ... aaisa laga milkar jaise, aaj mile hai hum pehli baar
Tabu
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory