Mujh mein itna zehar bhara hai ... ki mujhe kaatkar shaitan bhi zinda nahi reh sakta
Kiran Kumar
Kyun ki mera colour black hai, kaleja black hai aur uske andar ka khoon bhi black hai ... is liye main tujhe blackmail kar raha hoon
Sadashiv Amrapurkar
Main Trishanku ki tarah hoon ... chahe mere haath pair cheer daalo, tukde tukde kar dalo ... main phir ek ho jaonga ... yahi meri fitrat hai
Mukesh Rishi
Agar koi bhi aadmi vote dene gaya toh woh hamara gunahghar hoga ... aur uski sazaa maut hogi
Mandiron mein beheta rahega parmeshwar ... ishwaron ka ishwar banega Rajeshwar
Gulshan Grover
K.K. Lambasia naam hai mera ... lambe se nazar aata hoon, maar maarke sabko lamba kar deta hoon
Shehzad Khan
Na yeh Mussa marega, na mujhe jeene dega ... itna batade re mujhe, tu Mussa ki kitni supari lega
Mahesh Manjrekar
Jab tak paise nahi mil jaate, Tiger kisi ko maarta nahi ... aur paise mil jaane par, Tiger kisi ko chhodta nahi
Unknown
Aaj kal bhaichara kam aur bhai log zyada dikhte hai
Rahul Bose
Aaj jee bharke mandir ke samne sar tek le ... iske baad yeh magroor sar na uthne ka kabil rahega na jhukne ke kabil
Dharmendra
Tum Shaka ko zanjeeron ka jaal toh pehna sakte ho ... magar hamesha ke liye usse bandkar rakh nahi sakte
Shatrughan Sinha
Jal gaya hai badan teri behen ka ... kar bandobast ab Lambu Aata ke kafan ka
Rana Jung Bahadur
Apni toh aadat hai ... daulat ho ya aurat ... nazar padh jaaye toh chuhe bagair chhodte nahi
Hamara aadmi pehle zindagi se alag hota hai ... baad humse
Amrish Puri
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory