Luca good, Luca bad, Luca not ugly ... baat yaad rehti hai usse pichli
Gulshan Grover
Chokri samajh ke chhod raha hoon ... doobara nazar aayi na toh Sridevi ka poster bana ke deewar pe chipka doonga
Johnny Lever
Public ne hero ko bhai bante bahut dekha ... ab public bhai ko hero bante dekhegi
Snehal Dabi
Main bhi azaadi ke pehle waali aurat nahi hoon ... joh chehre ki aarti utara karti thi ... main toh un mein se hoon joh badan se chehra utaar leti hoon
Farha Naaz
Maal mil gaya toh meri awaaz tu dubara nahi sunega ... aur agar nahi mila toh koi teri awaaz dubara kabhi nahi sunega
Mithun Chakraborty
Apun bhi apni marzi ka maalik hai ... apne mood ka badshah hai
Anil Kapoor
Main maangta nahi ... cheenta hoon!
Amitabh Bachchan
Joh bhi apni zubaan nahi kholta hai ... main uske bheje ka dhakan khol deta hoon
Attitude utna hi dikha jitna teri shakal pe suit kare
Neil Nitin Mukesh
Bhaago, chupo, joh karna hai karo ... par main tum sabko dhoond nikalunga ... aur ek ek karke itminan se khatam karunga
Hrithik Roshan
Goli se maarenge toh goli ka naam hoga ... bomb se maarenge toh bomb mashoor hoga ... kisaan ka beta hai hum, bahut dum hai haath mein ... apne haath se maarenge usko aur khud mashoor honge
Rajkummar Rao
Cover khatam toh aadmi khatam
Zakir Hussain
Humein ghanta farak padta hai ki logon ko kya lagta hai, ki hum villain hai ki hero hai ... hamari kahani mein hum hero hai
Tu subah se jahan ghoom raha hai ... woh zameen, yeh aasmaan, woh samundar sab mera hai ... yahan ka suraj bhi mujhse garmi maangta hai ... yahan ka samundar meri gehrayi se darta hai
Randeep Hooda
Yeh hamari lanka hai ... is lanka mein kadam rakhne se bhagwan bhi darta hai ... na koi bhagwan aaya hai ... na kabhi aa payega
Unknown
Sahi ya galat ke baare mein Pushpa nahi sochta hai ... jab Pushpa faisla karta hai toh woh sahi ho hi jaata hai
Allu Arjun
Yahan joh kuch chal raha hai uske peeche ek hi rule hai ... woh kaunsa rule hai pata hai ... woh Pushpa ka rule hai
Suna hai ki bahut sare log mere peeche pade hai ... bas mere mudne ki der hai
Salman Khan
Jiske paas taqat hoti hai woh darr ko control karta hai ... aur joh darr ko control karta hai wohi khuda hota hai
Prithviraj Sukumaran
Jiske paas taqat hoti hai woh hamesha sahi hota hai ... aur is waqt taqat mere pass hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory