Do tarah ke log humein bilkul pasand nahi hai ... ek joh ooncha bole ... aur ek joh ooncha sune
Rajkummar Rao
Goli se maarenge toh goli ka naam hoga ... bomb se maarenge toh bomb mashoor hoga ... kisaan ka beta hai hum, bahut dum hai haath mein ... apne haath se maarenge usko aur khud mashoor honge
Aadmi jitna bhi bada maalik ban jaye ... maalkin ke samne jhuk hi jaata hai
Hum majboor baap ka beta hai, kismat thi hamari ... par aapko mazboot beta ka baap banna padega, yeh kismat hai aapki
Itna goli maaro jitna pradesh ke itihaas mein aaj tak na chala ho
Maalik pehda nahi huye toh kya ... ban toh sakte hai
Humein ghanta farak padta hai ki logon ko kya lagta hai, ki hum villain hai ki hero hai ... hamari kahani mein hum hero hai
Samaj mein do tarah ka log hota hai ... ek joh paseena bahakar apna haq ka roti kamata hai ... aur ek joh khoon paseena bahakar apna haq ka roti cheen leta hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory