Subah ka bhoola shaam ko ghar laut aaye ... toh usse bhoola nahi kehte
Unknown
Chule ke angare jaise pehle tadpate haathon ko tab naseeb roti hoti hai ... jeevan saar yehi hai manwa tu kar, mat darr ... angaaron pe chalna hai sahi, yehi jeevan jyoti hai
Zindagi mein nayi umeed chahiye ... toh takleef toh uthani hi padti hai
Spandhanheen hriday mein josh naya barna hai aaj ... matra bhoomi ki parvarish ka karz ada karna hai aaj ... shaheedon ke lahu lohaan kadam pade jin rahon par ... un rahon par bankar phot kadamo tale bikharna hai aaj
Aman Verma
Yeh mera tera, tera mera ... is duniya ki sabsi badi problem hai
Abhishek Bachchan
Zindagi peeche dekhne ka naam nahi hai ... aage chalne ka naam hai
Aadmi apne jazbaat aur utavalepan se nahi ... apni mehnat aur dimaag se kamyab hota hai
Shishir Sharma
Joh beet gaya woh sapna hai ... joh aaj hai woh apna hai
Hamare desh ki mitti apne beto ko sirf ek hi baat sikhati hai ... maa ki puja, maa ki seva, maa ki raksha
Dara Singh
Bandook ki nali se kabhi koi solution nahi milta
Arjun Rampal
Sapna tab khatam hota hai jab hum dekhna band kar dete hai
Vijay Raaz
Aadmi uske kaam se nahi ... uski soch se bada hota hai
Mahesh Manjrekar
Burai chahe kitni bhi taqatwar ho ... achai ko koshish nahi chhodni chahiye ... bas ladte raho sachai ke liye, insaaf ke liye
Himmat toh josh mein aakar koi bhi dikha sakta hai ... par sabar se kaam lena yeh har kisi ke bas ki baat nahi hai ... aur yahi fark hai ek amateur aur ek professional ke beech
Manish Chaudhary
Ya toh is ring mein you die or never say die
Bhavishya aur kuch nahi, sirf apne faislon ka nateeja hai ... sahi faisla kar, bhavisya sahi ho jayega
Bhagya ki rekhayein haathon mein nahi hoti ... insaan ke karamon mein hoti hai
Dharmendra
Akalmand ki pehchan gusse ke waqt hoti hai ... aur bahadur ki maidan-e-jung mein
Rajesh Puri
Jhoot ka mazaa ek din ka hota hai aur sach ka mazaa hamesha ka
Rajesh Khanna
Hota hai woh kaam achcha jiska ho anjaam achcha
Shashi Kapoor
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory