Raghukul reet sada chali aayi ... pran jaye par vachan na jayi
Sunil Dutt
Dukh jab zindagi ka hissa ban jaye ... toh usse haskar gale laga lena chahiye
Mithun Chakraborty
Zindagi mein agar apne bal par aage badna ho toh ... sabse pehle doosron ki naukri karna seekhna chahiye ... isse insaan hunar bhi seekhta hai aur tameez bhi
Unknown
Joh log khud par yakeen nahi karte ... woh kabhi jeet nahi sakte
Sangeet seekhne ke liye hridhay mein prem paida kar ... doosron ka dil dukhane ke badle, apne dil mein dard pehda kar
Jeevan ka matlab toh aana aur jaana hai
Har kisi ka ek sapna hota hai ... par joh apne sapne doosro ke aasoonyo se poore karte hai ... unke sapne bhi aasoon ban jaate hai
Jab vichar ka deep bhuj jaata hai ... toh aachar andha ho jaata hai
Raaj Kumar
Har insaan ko apni zindagi jeene ka aur apni maut marne ka haq hai ... lekin hum mein maut ko bhoolkar, zindagi ko gaale laga lena chahiye
Shakti Kapoor
Kya achcha nahi lagta hai that is not important ... kya achcha hai woh important hai
Ranvir Shorey
Hasee nahi hai toh is duniya mein kuch bhi nahi hai ... haste raho, haste raho, haste raho
Johnny Lever
Har naye din mein kuch khaas hota hai
Khushi aati nahi hai ... haasil ki jaati hai
Neha Dhupia
Joh doosro ki help karte hai ... bhagwan unki help karte hai
Koshish kamyaab hoti hai ... aur vaade toot jaate hai
Desh premee mara nahi karte ... amar ho jate hai
Amitabh Bachchan
Agar aaj hum log risk nahi lenge, toh kal sabke liye risky ho jayega
Emraan Hashmi
Ek duniya ka sabse chota number bhi hai ... aur sabse bada bhi
Ajay Devgan
Talent kya kar dikhayega yeh taiy karta hai focus
Jabhi bhi samne se archan aaye toh ghabrane ka nahi ... himmat lagake kood jane ka ... kyun ki koodoge tabhi kuch paaoge
Kartik Aaryan
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory