Sache dil se kahi hui baat ... kabhi ansuni nahi reh sakti
Tum mujhe khoon do ... main tumhe azaadi doonga!
Agar akele choot jao aur satya tumhare saath hai ... toh aage badne se mat darna
Phirta raha main desh desh, mann mein usse basaye ... uske ird-gird jeevan ke lamhe mittaye, banaye
Tereko aaisi maut maroonga ... ki tere marne ke baad tera janaza uthane waale khauf se kaanp jayenge
Gaaziyon mein boo rahegi jab talak imaan ki ... takht-e-London tak chalegi teg Hindustan ki
Joh udaasiyan bachchon ko khushiyan de jaye ... woh maa baap ko hamesha manzoor hoti hai
Kisi ke samne yeh sar kabhi jhuka hi nahi hai ... sivah uske joh duniya banane waala hai ... yeh jism hai jisse tum mitta bhi sakte ho ... mere zameer ki awaaz mitt nahi sakti
Bina keemat chukaye is duniya mein kuch haasil nahi hota ... aur azaadi ki keemat hai shahadat
Main ek kamre ke ghar mein rehta tha ... aaj mujhe pata nahi mere ghar mein kitne kamre hai
Kisi ki pyar se di hui cheez ko koi pyar se pehne ... toh aur bhi khoobsurat lagne lagti hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory