Bazaaru cheezon se ghar sajaaye jaate hai ... basaaye nahi
Saeed Jaffrey
Sirf daulat kamane se kuch nahi hota hai ... aadmi kamana bhi zaroori hota hai
Raghuvaran
Koyle ki dalaali mein haath kaale ho jate hai ... magar kaala dhanda karne waalon ke toh mooh bhi kaale ho jate hai
Amitabh Bachchan
Paison ke mamle mein main pehdaishi kamina hoon ... dosti aur dushmani ka kya, apno ka khoon bhi pani ki tarah baha deta hoon
Amrish Puri
Aulad toh saath janam lekar bhi maa baap ka karz nahi utaar sakti
Tusshar Kapoor
Ek kuari ladki ka alekapan, us shaadi shuda aurat le akelepan se lakh guna behtar hai ... joh woh har pal, har raat apne pati ke bistar mein mehsoos karti hai
Mallika Sherawat
Bahadur ko uski bahaduri fasati hai ... aur darpok ko uska dar
Paresh Rawal
Aaj ke baad woh jagega toh maa kahega, soyega toh maa kahega, jeeyega toh maa kahega ... aur marega tab bhi maa kahega
Aruna Irani
Joh cheez bikti nahi hai ... usse main cheen leta hoon
Gulshan Grover
Darye us bhagwan se ... sabse badi goli hoti hai uske paas joh bewaqt chalti hai
Akshay Kumar
Jis insaan ne pehli baat jhoot se shuru ki ho ... usse kisi aur ko jhoota kehne ka koi haq nahi hai
Pooja Bedi
Gande khoon ki aulaad ko hum gunday ke naam se jaante hai
Shammi Kapoor
Ya toh main bhagwan ke khel mein apni haar maan loon ... ya uske khel ko palat doon
Ajay Devgan
Joh kabhi nahi jati, us hi ko jaati kehte hai
Unknown
Taqat logon ko jodhne se badhti hai ... unhe khilaaf karne se nahi
Bhagwan pe bharosa rakho sab thik ho jayega
Aaj ki zindagi mein coolie kaun nahi hai ... har koi toh bhoj uthata hai ... koi ghamon ka, koi karzon ka, toh koi zindagi ka
Varun Dhawan
Kehte hai har saat saal mein insaan ke body cells badal jaate hai ... iska matlab insaan poora ka poora naya ho jaata hai ... lekin kabhi kabhi insaan ko badalne mein kuch din hi kaafi hote hai
Duniya mein koi aaisa taala nahi bana jiski chaabi bhi na bani ho
Naseeruddin Shah
Dil ko rokta hoon toh aankhen bhatak jaati hai ... aankhen band karta hoon toh khwab bhatak jaate hai ... khwabon ko todta hoon toh yeh haath bhatak jaate hai
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory