Zindagi mein sirf khushiya baanti jaati hai ... gham ka bhoj har insaan ko akele hi dhona padta hai
Feroz Khan
Joh log talwar ke zor par zinda rehte hai ... ek din unki gardan uss hi talwar se katti hai
Chori chahe ek paise ki ho yah lakh rupaiye ki ... chori, chori hai
Main roz kanoon banata hoon aur roz todhta hoon
Prem Nath
Kanoon, kanoon, kanoon ... kaunsa kanoon ... main apne liye khud kanoon hoon
Inteqaam ek aaisi sharaab hai ... yeh jitni purani hogi iska nasha utna hi tezz hoga
Bhaagne ka naam jawani ... aur tham gayi toh thehra pani
Hema Malini
Is trigger ke har tick ke saath tere chehre pe maut ka naksha ubrega ... lekin maut is revolver ke kis ghar mein hai ... yeh sirf maut ka farishta jaanta hai
Maut hi ek aaisi sachchai hai joh atal hai ... jisse koi bhaag nahi sakta
Recently Added
Box Office Winners
Movies Directory
Stars Directory